"wo chehra hum harpal yaad karte h..
zinda to h..
Bas zindagi ki talash karte h..
Koi kyu bhul jate hai apna bankar..
Hum khud mein us kami ki talash karte hai ."
Hum Dosti Ka Farz Nibhate Rahein Ge
Hum Dosti Ka Farz Nibhate Rahein Ge
Waqt Be Waqt App Ko Satate Rahein Ge
Dua Karo Umar Lambi Ho Hamari
Warna Yaad Ban Kar Zindagi
Bhar Rulate Rahein Ge
Mujhe pta hai ek din o laut aayegi.
mere kabber pe aasu bahayegi.
kata hu kasam mere dosto.
jis din usko aahesas hu mere pyar
o bhi mere paas khud ke ghr aayegi.
Sanam Tu Meri Chahat Ka Ehsas Rehne De,
Humesha Ki Liye Nai Toh Kuch Pal
Apne PassRehne De,
Tu Mujhe Chahti Nai Pata Hai Mujhe,
Tu Meri Khushi Ke Liye
Jhute Pyar Ka Ehsas RehneDe,
Kambhaqt Is Zindagi Ka Kya
Pata Kab Chale Jaye Duniya Se,
Sanam Ek Pal Toh Apne Sath Rehne De.....
Haar Me Bhi Milti Hai Jeet Ki Khusi
Gam Me Bhi Khilti Hai Honto Pe Hasi
Zindgi Ki Dor Is Tarah Hai Aapse Judi
Ki
Aap To Lagti Ho Jaise Jaadu Ki Pari...!!
Yaadon ko unki hamne khone na diya>^<
Gumo ne hame chup hone na diya>^<
Aankhe to aaj bhi bhar aayi unki yaad mein>^<
Par unki hasti hui surat ne rone na diya>^<
Aaj Gale Se Mujhko Laga Lo Tum,
Akela Hun Is Jahan Mein Apna
Bana Lo Tum, Dar Lagta Hai
Mujhe Is Matlbi Duniya Se, Mujhe
Apne Dil Mein Kahin Chhupa Lo Tum.
नयनों से नैन मिलाकर, महोब्बत का इजहार करूँ
बन कर ओस की बुँदे, जिन्दगी तेरी गुलजार करूँ
संवर जाएगी तेरी मेरी जिन्दगी, इश्क के सफर में
थाम ले तू हाथ मेरा, मैं तेरे हर वादे पे ऐतबार करूँ.
Muhabbat ka irada badalna bhi mushkil hai,
Tumhein khona bhi mushkil hai tumhein pana bhi mushkil hai,
.
Zara si baat pe ankhein bhigo kar baith jate ho,
Tumhein to apne dil ka haal batlana bhi mushkil hai,
.
Mana ke khawab mein mulaqaat ho gi tum se,
Par tumhare bin neend aana bhi mushkil hai
Kuch Log BhooLkar Bhi Bhulaye Nahi Jate,
Aitbar Itna Hai Ki Aazmaye Nahi Jate,
Ho Jate Hai DiL Me is Tarah SamiL,
Ki Unke KhayaL DiL Se Mitaye Nahi Jate.