Ek dost ne kaha: kya chahiye? 2 dost: teri jaan. Agle hi din uski dethbody ke pass ek letter mila jisme likha tha. "pagal jaan bhi koi magne ki chij thi.
एक जुर्म हुआ है हमसे
एक यार बना बैठे है
.
कुछ अपना उसको समझकर
सब राज बता बैठे है
.
फिर उसकी प्यार की राहों में
दिलो जान गवां बैठे है
.
वो याद बहुत आते है
जो हमको भुला बैठे है
Baat Kehne Ki Nahi Fir bhi Keh Deti Hu,
Waqt Ke Saaye Me Halaat Badal
Jate Hain Ye Haqiqat Hai
Mere Dilme Tum Aaj Bhi Ho, Dil
Badalte Nahi Jazbaat Badal Jate Hain..!
Ab udaas hona bhi acha lagta hai Kisi ka pass na hona bhi acha lagta hai Main door reh kar bhi kisi ki yaadon me hun Ye ehsaas hona bhi acha lagta hai.....
काँच का तोहफा ना देना कभी,
• • •
रूठ कर लोग तोड दिया करते हैं,
• • •
जो बहुत अच्छे हो उनसे प्यार मत करना,
• • •
अकसर अच्छे लोग ही दिल तोड दिया करते है…!!
Palat Ke AayeGee Wo Intezar Karta Ho0n..
Qasam Khuda Ki Usay Ab Bhi Pyaar Karta Ho0n..
Main Janta Ho0n Ke Yeh Sirf Dard Deti Hain..
Magar Main Chahaton Pe Aaj Bhi Aitbar Karta Ho0n..!!
Ankho Se Tera Chehra Mitane Ki Koshish
Har Bar Hui, Is Dilme Tujhe Bhul Jane Ki
Saazish Har Bar Hui, Magar Mohabbat
Hai Ye Jo Mitaye Nahi Mitt Ti, Tujhe Khokar
Bhi Tujhe Paane Ki Khwaish Har Bar Hui...!
Ho saka jis tarah bhi
Uss tarah toda hai mujhe
Zindagi ne maut ke kabil bhi na choda hai mujhe
Kuch is tarah hai
Apno ke ehsaan mujh par
Todakar har baar sheeshe ki tarah,
Joda hai mujhe.
Ess kadar aapko joh itna hasa raha hoon main
Naa samajna koyi rishta bana raha hoon main
Swaarth hain mera aur swaarthi hoon main….
Arthi k piche chale walo ki tadad bda rha hu main
Chehre Ki Muskaan Ban Jata
Hai Koi, Dil Mein Dhadkan
Ban Ker Bas Jata Hai Koi,
Phir Kaise Jeeya Jaye Unke
Bin, Jab Zindagi Jeene
Ki Wajah Ban Jata Hai Koi..