Rishte pe naaz karo, kal jitna Bharosa tha utna Aaj karo.
Rishta wo nahi jo sirf Gum or Khushi m sath de.
Rishta to wo h jo Harpal Apnepan ka Ehsas de...
Duriya bahot hain par itna samajh lo..
Pas rehkar hi koi rishta Khas nai hota
Tum dil k pas itne ho k dur rehkar bhi
Dooriyoon ka kabhi Ehsaas nahi hota
मौत कि गड्डी में जिसदिन सोना होगा ,,!!
ना कोई तकीया या ना कोई बिछोना होगा ,,!!
साथ होगी आप जैसे दोस्तों की मिठी यादें ,,!!
और समसान का एक छोटा सा कोना होगा ,,!!
Tulsi Das Ji Ne Kha He Ki.
Pyar Kbhi Na Krna Pardesi Se,
Rote-Rote Naina Thak Jayenge.
Pyar Krna Hmesha Padosi Se,
Roj Balcony Se Darsan To Ho Jayenge..:-)
Tujh Ko Gila Raha Ke Tawajah Na Di Tujhe
Lekin Hamein Khud Apni Mohabbat Nahi Mili
Har Shakhs Zindagi Mein Bahut Der Se Mila
Koi Bhi Cheez Waqat-e-Zaroorat Nahi Mili...iu
Dard Ki Harr Ek Had Se Ab Guzar
Gaya Hoon Mai, Phir Kabhi Na
Simtunga Youn Bikhar Gaya Hoon
Mai, Maut Bas Naheen Aati Rooh
K Nikalne Se, Sans Mujh Mai Baki
Hai Phir Bhi Mar Gaya Hoon Mai.
Mitti Meri Khabr Se Chura Raha Hai Koi;
Mar Kar B Yad Araha Hai Koi;
Aye Khuda Ek Pal Ki Zindagi Aur De Mujhe;
Udas Hokar Meri Khabr Se Ja Raha Hai Koi
आँखों में रहने वालो को याद नहीं करते,
दिल में रहने वालो से बात नहीं करते,
हमारी तो रूह में बस गए हो आप,
तभी तो हम आपसे मिलने कि फ़रियाद नहीं करते......
Zameen k har zarre ko aftab kr denge,
gulshan k har phool ko gulab kr denge,
ek pal bhi na reh sakoge humare bin,
aap ki sab aadat hum itni kharab kr denge..
Jis Dil Pe Na Aaye Chhot Kabi Wo Dard Kisi Ka Kya Jaane..
Khud Shama Ko Maloom Nahi Kyu Jal Jaate Hain Parwaane..
Mat Pucho Kya Guzarti Hai Juda Jab Yaar Hote Hain..
Ankh Se Nikla Ansoo Teer Banke Jigar Ke Paar Hote Hain..!
Udaas Na Hona Agar Mulakaat Na Ho,
Ruswa Na Hona Agar Humse Baat Na Ho,
Dua Hai Zindagi Khushiyo Se Saje Aapki,
Bas Pukaar Lena Hume Agar Koi Saath Na Ho.
Tu hi bata a dil tujhe samjhau kaise,
Jise chahta hai tu use nazdik lau kaise,
Yuto har tamanna har ehsas hai wo mera,
Magar us ehsas ko ye ehsas dilau kaise…
Umar Taweel Mang Ke Laye Thay Char Din
Do Aarzo Main Kat Gaye Do Intezaar Main
Kaho In Hasratoon Se Kahin Aur Ja Basin
Itni Jaga Nahi Dil-e Dagdar Main
Kitna Hai Badnaseeb Zafar Dafan Ke Liye
Do Gaz Zameen Bi Na Mili Koye Yar Main