Dil Lagane Wale Lakhon Milenge,
Pyaar Karne Wale Hazaron Milenge,
. . .
Milne Wale To Har Roz Milenge,
. . .
Par Hum Jaisa Diwane
Dhoodhne Se Na Milenge...!!
Main Chahta Hi Na Tha Use Lajawab Karna,
Warna Jawab Mere Paas Uske Har Sawal Ka Tha,
Uski Jeet Se Hoti Thi Khushi Mujhko,
Yahi Jawab Mere Paas Apni Haar Ka Tha.
Agar Kush Hai Woh Dekh Kar Ansu Meri Ankhon
Me,
To Khuda Ki Kasam Hum Muskurana Hi Chod
Denge.
Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko
Magar Uski Taraf Palke Uthana Hi Chod Denge.
Wo Manjil Hi Kya Meri Jo Dukh De Us Ko,
Khuda Ki Kasam Us Manjil Pe Hum Jana Hi Chod
Denge!
Hai Surat Chand Si Uski Badan Uska
Gulaabi Hai
Nashali Hai Nazar Uski Nazariya Bhi
Sharaabi Hai
Ajanta Ki Wo Murat Hai Tassawur Hai
Wo Shayar Ki
Ghazal Sa Noor Hai Usme Gazab Chehra
Kitaabi Hai..!
Jaage hain der tak, humein kuchhder sone do
Thodee see rat aur hai, subah tohhone do
Aadhe adhure khwab jo pure naaho sake
Ek bar phir se neend me woh khwab aane do..
Hardam Karu Yaad Tujhe Duao Me..
Tu Sada Khush Rahe Apni Mohabbat Ki Chhaon Me..
Izzat Ho Teri Sab Ki Nigaahon Me..
Koi Gam Na Mile Tujhe Zndgi Ki Raahon Me..!
Duriya bahot hain par itna samajh lo..
Pas rehkar hi koi rishta Khas nai hota
Tum dil k pas itne ho k dur rehkar bhi
Dooriyoon ka kabhi Ehsaas nahi hota
Hum Bhi Karenge Tumhe Bhulane Ki Koshish
Ho Sake To Tum Bhi Hume Yaad Mat Karna
Hum To Hue Hain Barbad Tumhari Khaatir
Par
Tum Aur Kisi Ko Is Tarah Barbad Mat Karna...!
वक्त बदल जाता है इंसान बदल जाते हैं वक्त वक्त पे रिश्तो के अंदाज बदल जाते हैं कभी कह दिया अपना तो कभी कर दिया पराया दिन और रात की तरह जिन्दगी के ऐहसास बदल जाते है ।।
Khud Ko aaj teri bahon mein hum sama
lenge,
Apni rooh ko tere jism mein basa lenge..
Nazdikiyan hogi tere mere bich,
Or chum ke tere hotho ko bekarari hum
bada lenge..
Fir karenge mehsoos aaj pyar ko hum,
Tumhe apni jaan bana lenge..
chand ko har koi chahta hay ye aam baat hay...
magar chand kise chahta hay ye khasbaat hay...
jeene ke liye kya jaruri hay ye aam baat hay...
magar jeee rahe hay kiske liye ye khas baat hay..
Swee2
Tanha ho kabi to mujhe dhond lena.
Is duniya se nhi apne dil se puch lena.
Aapke aas pass hi rhte hai. ham.?
Yadoo s nhi to sath gujre lamho s puch lena.
MAI USSSE PYAR NHI KRTA,
PR MGR KOI AISEE SHAAM NHI,
JB MAI APNI TNHAAYEE MAI USKA INTZAAR NHI KRTA,
MAI USSE PYAR NHI KRTA,
PR SHR MAI JIS DIN WO N HO,
YE SHR PRAAYA LGTA HAI,
HR PHOOL LGE BEGAANA SA HR SKHS PRAAYA LGTA HAI,
MAI USSE PYAR...................