Aap Ke Rishte Ko Salaam Karte
Hai, Rishte Ka Har
Lafz Aapke Naam Karte Hai,
Aap Mangiye Khuda Se Jo
Aapko Chahiye, Hum Apni Har
Mannat Aapke Naam Karte Hai.
Your love to me is like a wonder,
Your thoughts make me ponder,
Clueless I find myself when I think about you,
Best time pass for me is to wonder about you.
Bichadte Waqt Us Ne Kaha Tha, Na
Sawaal Karna Na Jawab Milega,
Mujhe Bhool Jaana Qaraar
Milega, Hum Us Muqaam Par
The, Na Sawaal Kiya Na Jawab
Mila, Na Bhool Sake Na Qaraar Mila.
Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada
hai,
tere sang na hone ka malaal kuch hadd se
zyada hai...
phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi
sochkar,
shayad is zindagani mein mere gunaah kuch
hadd se zyada hai..!!
काँच का तोहफा ना देना कभी,
• • •
रूठ कर लोग तोड दिया करते हैं,
• • •
जो बहुत अच्छे हो उनसे प्यार मत करना,
• • •
अकसर अच्छे लोग ही दिल तोड दिया करते है…!!
Nadaan Hai Mujhe Patthar Dil Batane Wale
Shayed Bhool Gaye Hain Ek Baat Ye Zamane Wale
Patthar Ki Keemat Un Haatho Se Pucho
Taraash Ke Taj Mahal Bana Gaye Jo Banane Wale..!
kaisey bayan kre aalam ye dil ki bebasi ka
o kya samjhe dard aakho ke nami ka.
unke chhane wale es kadar ho gye hai ki
usko aahesas hi nhi huaa hamare dur jane se
Chalo Tum Theek Kehte Ho
Muhabat Aur Sayasat Main
Sabhi Atwaar Jaaiz Hain
Chalo Hum Maan Lete Hain
Mager Ye Jung Kesi He
Tum Hi Mere Muqabil Ho
Chalo Hum Jeet Ki Khawahish
Tum Hi Pe Waar Dete Hain
Dhanak K Pull Pe Chal K Hum
Gagan K Paar Jaate Hain
CHALO HUM HAAR JAATE HAIN….
Boy Friend Jaisa Bhi Ho
Awara,
Pagal,
Deewana,
Luchha,
Lafanga,
Kamina,
.
.
.
.
Lekin,
Jab Uska Message Aata Hai
To
.
.
.
.
Chehre Pe Ajeeb Si Smile Aati Hai.
.
.
Aur Ladki Ko Ehsaas Hota Hai Ke
.
.
.
.
.
"Tedha Hai Par Mera Hai..
Benaam Sa Ye Dard, Thehar Kyon Nahi Jata,
Jo Beet Gaya Hai, Woh Guzar Kyon Nahi Jata,
Sab Kuch To Hai, Kya Dhundti Rahti Hai Nigahe,
Kya Baat Hai Main Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata,
Woh Ek Hi Chahera To, Nahi Sare Jahan Mein,
Jo Dur Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata,
Main Apni Hi Uljhi Hui Raho Ka Tamasha,
Jate Hain Jidhar Sab, Main Udhar Kyon Nahi Jata,
Woh Naam Jo Barso Se, Na Chehra Na Badan Hai,
Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata
Dil ye mera Tumse Pyar karna0 chahta hain
Apni Mohabbat ka izhaar karna chahta hai
Dekha hain jab se Tumhe aye mere Sanam
Sirf tumhara hi Dedaar karne ko dil chahta hai...