Uski Meri Kahani Do Misron Pe Ghoomti Hai...!!
Ke Miley Thy aisey K Kabhi Bichrein Ge Nahin..!!
0r Aaj Bichar Chukey Hain aisey..!!
Jaisey Kabhi Miley Hi Nahin..!!!!
जब प्यार किसी से होता है
हर दर्द दवा बन जाता है
क्या चीज मुहब्बत होती है
एक शख्स खुदा बन जाता है
ये लब चाहे खामोश रहें
आँखों से पता चल जाता है
कोई लाख छुपा ले इश्क मगर
दुनिया को पता चल जाता है
जब इश्क का जादू चलता है
सेहरा में फूल खिल जाता है
जब कोई दिवाना मचलता है
तब ताजमहल बन जाता है
Apne Armano Ko Kabhi Jhukne Nahi Denge
Dil Ki Hasrat Ko Kabhi Tootne Nahi Denge
Aapki Chahat Hi Kaamyabi Hai Hamari
Isliye Aapko Kabhi Hum Roothne Nahi Denge..!
Jab koyi itna khaas ban jaaye,
Uske bare me hi sochna ehsaas ban jaye
To mang lena khuda se use zindagi k liye,
Isse pahle k wo kisi aur ki saans ban jaaye.
By - Silent love.
Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya,
Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya,
Aur kisi cheez ki tamanna kyun karu,
Jab mujhe teri baahon me sahara mil gaya.
Kuch uljhe sawalo se darta hai
dil,
Naa jane kyu tanhai mai
bhkhadta hai dil,
Kisi ko pana koi badi baat nahi
hai,
Par kisi ko khone se darta hai ye
dil…
Mujko Rula Kar Dil Uska Bi Roya ToHoga,
Uski Ankho Par Bi Aansu Aaya To Hoga,
Agar Na Kiya Kuch Haasil Hamne Pyar me,
Kuch na Kuch Usne Bi Khoya To Hoga….