• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Jalate Hai Hum Apne Dil Ko Diye Ki Tarah, Teri Zindagi Mein Khushiyon Ki Roshni Ke Liye. Seh Jaate Hai Har Chubhan Apne Pairo Tale, Teri Raaho Mein Phool Bichane Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kbhi Tujhe Bhulna Chaha, Kbhi Tujhe Mananaa Chaha, Maine Jab Bhi Chaha Sirf Tujhe Chaha, Jaane Kya Baat Likhe The Mere Kismat Me, Tune Jab Bhi Chaha Mujhe Rulana Chaha!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apni Har Shayari Me Tera Naam Likhte Hain.. Apni Har Saans Pe Tera Naam Likhte Hain.. Agar Yakeen Nahi To Aazma Ke Dekh Lo.. Tere Samne Dil Khool Ke Tera Naam Likhte Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • He Simply Wet Hair Neatly Shock, Burning With Ambition Spattered On A Cool Fall. Marble Mlmli Clothes She Put On The Body, For It Is Seen Differently By Everyone. Testimony He Gives Every Thing Is Gone From Here, Deserted Roads, Gulshan Devastated By These Cuts Uninspiring. Who Says We Have To Be Evergreen, Ever Since Seeing High Stature, Thin Neck, Soar Puberty, To Get A Sharp Eye Out.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wada h apki dosti sada khas rahegi, Yado ki jhalak dil k pass rahegi, Nahi bhulenge apko or apki dosti ko, Jab tak is dil me aakhri saans rahegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sans Lene Se B Teri Yad Ati Hai; Har Sans Me Khushboo Teri Bas Jati Hai; Kaise Kaho K Sans Se Mai Hu Zindag; Jab K Sans Se Pehle Teri Yad Ati Hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kucchh badli hue takdeer najar aati hai, Yaaddo ki zanjeer najar aati hai, Ab to ye aalam hai ki, Har Shaya me teri surat najar aati hai,,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ..अगर इतनी नफरत है मुझसे, तो कोई ऐसी दुआ कर, जिससे तेरी दुआ,,,,भी पूरी हो जाये और मेरी ज़िन्दगी भी..!""
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Humsafar Mere Ashna; Tujhe Harf Harf Me Dua Likhu Koi Aisa Wasl Naseeb Kar; Tujhe Chand Tare Hawa Likhu Agar Na Ban Saku Kabhi Tera; To Hayat Ko Mai Fanaa Likhu Jo Na Dar Ho Mujhe Kufr Ka; To Mai Tujhko Apna Khuda Likhu...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ab Chain Hai Na Karar, Rahta Hai Dil Bekarar Madhosh Hai Zindagi, Jabse Hua Unse Pyar Lagta Hai Unke Bina, Mumkin Nahi Zindagi, Woh Na Ho Kuch Bhi Na Ho, Woh Hain Toh Sab Hai Yahin.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Thordi se ummed thi ke tujhse jurd jaun...... Thordi Se Ummed thi tu mujhe pyar karega..... Thordi se Ummed thi tu mera ho jaye.... Thordi, Thordi,Thordi, Thordi Hi RahegeyA.... Thordi Din Baad Tu Aur, Kisi Ki Jayega.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Muje Pata Tha Teri Mohabbat Ke Sharab Me Zeher Hai.. Aye Bewafa.. Lekin Tere Pilaane Me Itna Junoon Dikha.. Ki Hum Thukraa Na Sake..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Main Chahta Hoon Yeh Duniya Woh Chahta Hai Mujhe Yeh Samasya Badi Najuk Hai Koi Hal Likh De, Yeh Aj Jiska Hy Us Naam Ko Mubarak Ho, Mari Zubaan Pr Mere Aansoo Se Kal Likh De, Mein Aik Lamhein Mein Dunya Samet Sakta Hoon, To Kb Milega Akele Main Wo Aik Pal Likh De, Meri Zuban Pr Naye Jayko Ke Fal Likh De, Mere Khuda Tu Mere Naam Aik Gajal Likh De…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Door ho jane se rishtey nahi tootte, Na hi sirf paas rahne se judte, Ye to dilon ke bandhan hain, Isiliye hum tumhein aur tum hamein nahi bhoolte
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jazbat-E-Ishq Sab Ko Bataya Nahi Jata Lag Jata Hai Dil Lagaya Nahi Jata Jannat Ki Baat Ho Ya Ho Gulistan Ke Rang Dil Mein Lagi Aag Ko Bujhaya Nahi Jata..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat Ke Naam Pe Deewane Chale Aate Hain Shama Ke Piche Parwane Chale Aate Hain Tumhe Yaad Na Aayi, Chale Aana Meri Maut Par Us Din To Begane Bhi Chale Aate Hain. <3 RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sirf Do Kadam Door Har Kinara Hoga, Socho Kitna Khubsurat Wo Nazara Hoga, Bus DiL Jo Kahe Use Karna, Phir Dekhna Jo Tum Sochoge Wo Tumhara Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS