• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Waqt Guzarta Raha Par Sansey Thammi Thi, Muskura Rahe The Hum Par Ankhon Mein Nami Thi, Saath Hamaare Yeh Jahaan Tha Sara, Par Na Jaane Kyun Tumhari Kami Thi!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Maikhana Aankho Kaha Hai Aur Se Teri Badkar, HI Pehchana Hamne SiRF Nasha Hai Inn Aankho KA, EK HI JAM Hai Mere Sanam To PAAS, Paimana KA Hai Tere Hotho Bemisaal To PAAS.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Namumkin Hi Sahi Magar Mohabbat Tujhi Se Hai Teri Gali Me Aake Kho Gaye Hain Dono Mai Dil Ko Dhoondti Hu Dil Tum Ko Dhoondta Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Kuch Hota Hai Yar Kyu K Mera Dil To Pagal Hai So Ap Mujhe Ache Lagne Lage After All Hum Tumhare Hai Sanam Any Way Tumko Na Bhool Payenge I Lov U Hamesha Dil Se...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Sanso Se Tum Shikwa Karte Ho, Chup-Chup Ke Chahat Ka Sauda Karte Ho, Tumhi Socho Ye Kaisi Majburi Hai, Mujh Me Rah Kar Mujh Se Parda Karte Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kosis Honi Chahiye Yaad Karne Ki, Lamhe To Apne Aap Mil Jate Hai, Waqt Hona Chaiya Saath Gujarne Ka Liye, Lamhe To Apne Aap Ban Jaata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishq Ki Baat Karte Karte Kahan Se Kahan Aa Gaye Ham, Unki Tasveer Ka Deedar Karte Karte Kahan Se Kahan Aa Gaye Ham, Wo To Shayad Hamare The Hi Nahi Kabhi, Aur Unhi Ki Raah Dekhte Dekhte Aaj Ye Kahan Aa Gaye Ham!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wada h apki dosti sada khas rahegi, Yado ki jhalak dil k pass rahegi, Nahi bhulenge apko or apki dosti ko, Jab tak is dil me aakhri saans rahegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kise Ko Mil Jaata Hai Rangeen Bahare, Kise Ko Chaman Bhi Nhi Milta, Kise Ke Kabar Pe Banta Hai TAJMAHAL, Kise Ko Kafan Bhi Nhi Milta..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मुफ्त मेँ नहीँ आता यह शायरी का हुनर मेरे दोस्त, इसके बदले ज़िन्दगी हमसे हमारी खुशियोँ का सौदा करती है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhko dekhenge sitare to Zia maange ge Aur Pyaase teri zulfon se ghataa maange ge Apne kande se dupatta na sarakne dena Varna buddhe bhi jawaani ki dua maange ge
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jisne Toot Kar Chaha Wohi Toh Tha Meharban Mera, Kawboon Ki Adla Badli Mein, Jal Giya Th Ashiyan Mera, Husan Ka Jalwa Bina Dekhe, Kho Giya Tha Dilruba Mera, Koul Se Hatne Ki Saajis Mein, Usne Pakda Girebaa Mera, Kaliyan Chahat Ki Masal Dilayi, Fir Bhi Tha Woh Baghbaan Mera…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tamana Se Nahi Tanhai Se Darte Hai, Pyar Se Nahi Ruswai Se Darte Hai, MiLne Ka Mann To Bahut Karta Hai, Lekin MiLne Ke Baad Judai Se Darte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • !! Nahi malum ye haqq He !! !! Haqiqat ya Himaqat He !! !! Main itna janta Hu Bus !! !! Main Tujh ko maangta Hu Bus !! !.! Main Itna Janta Bus !..! Ki mujh ko Teri jarurat Hain, Mujh ko Teri jarurat Hain, ~*~*~ Mujh ko Teri jarurat He ~
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu Mera Hai Tera Naam Koi Aur Na Le, In Bhegti Ankho Ka Jaam Koi Aur Na Le, Kuch Is Liye Bhi Maine Tera Hath Na Chora Tu Gir Gaya To Tujhe Tham Koi Aur Na Le.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khwabo Khyalo Me Mere Tum Roz Aate Ho, Kabhi Dard Kabhi Khushiya De Jate Ho, Pyar Karte Ho Tum Mujh Se Mgr, Mere Is Sawal Ka Jawab Taal Jate Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Deepak mein agar nur na hota, Tanha dil agar majbur na hota, Hum khud aapko GOOD NIGHT kahne aate, Agar aapka aashiyana itna door na hota....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye raat itni tanha kyun hoti hai, Kismat se apni sabko shikayat kyun hoti hai, Ajib khel khelti hai kismat, Jisse hum pa nahi sakte,ussise mohabat kyun hoti hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS