Mohabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi,
Zuban tak baat jo aayi yakinan woh dua hogi,
Agar woh ruth gaye mujhse,
Toh zaroor koi meri hi khata hogi..
इश्क़ में कोई खोज नहीं होती,
यह हर किसी से हर रोज नहीं होती,
अपनी जिंदगी में हमारी मौजूदगी को
बेवजह मत समझना,
क्योंकि पलके कभी आँखों पर बोझ
नहीं होती...... TM
Rishte pe naaz karo, kal jitna Bharosa tha utna Aaj karo.
Rishta wo nahi jo sirf Gum or Khushi m sath de.
Rishta to wo h jo Harpal Apnepan ka Ehsas de...
Ab Chain Hai Na Karar, Rahta Hai
Dil Bekarar Madhosh Hai
Zindagi, Jabse Hua Unse Pyar
Lagta Hai Unke Bina, Mumkin Nahi
Zindagi, Woh Na Ho Kuch Bhi Na
Ho, Woh Hain Toh Sab Hai Yahin.
Meri Zindagi ki manzil ban gaye ho tum,
Mere hothon ki khushi ban gaye ho tum,
Jeene ke liye ab bas jarurt hai tumhari
Kyoki mere Mohabbat meri jaan ban gaye
ho tum.
Ye Dil tere liye beqarar aaj bhi hai,
Meri aankh ko tera intizar aaj bhi hai,
Tu aayegi ye umeed hai mujhe..
Tujh ko pane k liye ye tera deewana aaj bhi hai.
Mohabbaton Ki Saza Be-Misal Di Uss Ne,
Udhas Rehne Ki Aadat Si Daal Di Uss Ne,
Maine Jab Bhi Apna Banana Chaha Usko,
Baato-Baato Main Baat Taal Di Uss Ne.
jis din hamari sanse tham jaye ush din apk ankho me nami chaye ya na chaye..
par
khuda se dua hai ki
jis din apke ankho me nami cha jaye..ush din hamari sanse tham jaye
Koi aapko bhool jaye to kya
Karoge app
•
sari yaden mitt jaye to kya
karoge app
•
kisi ko chhodne se pehle ye
soch lena
•
Aye dost
agar tumhe koi chhod jaye to
kya karoge aap
Apno se sikwa kabhi hota hi nahi,
Dil gum ki panaaho mein khota hi nahi,
Agar unki mushkuraane ki wajah hum hote,
Toh dil unke liye kabhi rota hi nahi....
Yuhi Kisi Ki Yad Me Rona Fizul Hai;
Itne Anmol Ansu Khona Fizul Hai;
Rona To Unke Liye Jo Hum Pe Nisar Hai;
Unke Liye Kya Rona Jinke Ashiq Hazar Hai!!!
Nikal kay teray pehlo say main jaon tou kaha jawo
bhula kay teri yaadon ko main chaho tou kisay chaho
adaon pay teray ‘ahsaan’ bohat tou mar hi jatay hain
magar teri adaon ko main paon tou kaha paon