5 Lovable Words:-
"I Am Alone Without U"
4 Pleasant Words:-
"I Care For U"
3 Sweet Words:-
"I Like U"
2 Special Words:-
"Miss U"
1 Important Word:-
""U""
Gum Ki Mujh Par Kuch Aisi Najar Ho Gai,
Jab Bhi Ham Hase Ye Ankhe Nam Ho Gai,
Hum Roye Bhi To Vo Jaan Na Sake,
Aur Vo Udash Bhi Huye To Hame Khabar Ho Gai.
Sandeep
सुन:ear:� पगली तेरे :point_left:को जानना है :white_check_mark:में:sunglasses: सब :ok_hand:से ज़यादा:heart_eyes: किस को प्यार :heart: करता:kissing_heart: हु, तो तुम अपने मोबाइल :iphone: का fяσит_¢αмєяαओन करो।
Tu nahi to zindagi main aur kya reh jayega
dur tak tanhaiyon ka silsila reh jayega
kijiye kya guftagu kya un se mil kar sochiye
dil-shikasta khvahishon ka zayaqa reh jayega
dard ke sari tahen aur sare guzri hadase
sab dhuan ho jayenge ek vaqiya reh jayega
ye bhi hoga wo mujhe dil se bhula dega magar
yun bhi hoga khud usi mein ek khala reh jayega
dayar-e-inkar ke iqarar ke saragoshiyan
ye agar tute kabhi to fasala reh jayega
Unhe Kaise Bhula Sakte Hai hum
.
Jinki Ek muskarhat Pe Marte the hum
,,,,,
@@
.
Kaise Kare hum Unhe Khud Se Juda
.
.
Unki Awaaj Se Bhi Behad Pyaar Karte Hai hum
Meri zindagi mujhe yeh bata,
Muje bhul kar tujhe kya mila ?
Meri hasrato ka hisaab de,
Dil tod kar tujhe kya mila….?
Tere chaar din ke pyaar se,
Muje umar bhar ka gum mila
Main toot kar bikhar gayi,
Muje tod kar tujhe kya mila
Girl to Teacher: Ye Pyar kya
Hota Hai?
.
Teacher: Jab Tum Badi ho
kar Achi Bachi Banogi to
Tumhe 1 pyar karne wala milega.
.
.
Girl: Agar Achi na Bani to ?
.
.
.
Teacher: To Bohat Saray Milenge. :D :P
.
Bhai is baar Teacher k liye thoko LIKE.
Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De
Aisa Kar Ya Rab Meri Hasti Mita De
Yu Ghut Ghut Ke Jeene Se Maut Behtar
Hai
Kabi Na Khule Ankhen Meri Tu Aisi Neend
Sula De..!
Aaj Tumhari Yaad Ko Seene Se Lagakar Roye.
Tanhai Me Tumhe Pas Na Bula Sake Isliye Roye..
Kayi Bar Pukaara Is Dilne Tumhe..
Aur
Har Bar Tumhe Apne Pas Na Paakar Roye..!
Dil Hona Chahiye Jigar Hona Chahiye..
Ashiqi Ke Liye Ek Hunar Hona Chahiye..
Nazar Se Nazar Milne Par Ishq Nahi Hota..
Nazar Ke Us Paar Bhi Ek Asar Hona Chahiye..!
Deewane Hai Tere Naam Ke Is Baat Se Inkaar Nahi, Kaise Kahein Ki Humne Aapse Pyaar Nahi, Kuchh To Kasoor Hai Aapki Adaon Ka, Hum Akele To Gunhegaar Nahi.
●» Wo Ro - Ro Ke Hum Pe Eljaam
Lagate Chale Gaye...
●» Hum Khune Ask Ko Jigar Mein
Dabate Chale Gaye...
●» Ab Jab Jalta Hai Dil Asko Ke Aag
Se To Kya Gham Hai...
●» Hum Bhi To Ek Bewafa Se Wafa
Nibhate Chale Gaye...!!
By Ajooba Khan Wapp No.