Shayaro Ki Mehfil Me Baat Chali Ek
Deewane Ki, Din Raat Jalne Waale Ek
Pagal Parwane Ki, Maine Socha
Koi Aur Hoga Ye Sirfira, Dekha
To Ungli Meri Taraf Uthi Zamane Ki..
Ujray Hoye Logon Se Graizan Na Hoa Kar
Halat Ki Qabron Ke Ye Katbe Bi Parha Kar
Har Waqt Ka Hansna Tuje Barbad Na Kar De
Tanhai Ke Lamhon Main Kabi Ro Bi Lia Kar
Wo Mere Paas Hai Kya Paas Bulao Uss Ko,
Dil Mein Rehta Hai Kaha Dhundne Jaun Uss Ko,
Wo Mujhe Itna Nazuk Or Itna Pyara Lagta Hai,
Kabhi Gir Bhi Jaaye To Palko Se Uthao Uss Ko.
Ek Baar Jo Gale Lag Ke Rone Diya
Hota, Humne Bhi Koi Pal Muhbbat
Ka Ji Liya Hota, Toot Kar Bikher
Jate Ap Ke Kadmun Mein, Apki
Saanso Ne Mera Naam Tu Liya Hota.
Sochta Hu Agar Dil Mai Kisi Ka Dukhaunga,
To Me Bhi Ek Din Isi Aag Me Jal Jaunga,
Magar Meri Zindgi Me Kar Diya Usne
Andhera, Toot Ta Nahi Kaanch Bhi Itni
Jaldi, Jitni Jaldi Usne Tod Diya Vishwas Mera.
Meri zindagi mujhe yeh bata,
Muje bhul kar tujhe kya mila ?
Meri hasrato ka hisaab de,
Dil tod kar tujhe kya mila….?
Tere chaar din ke pyaar se,
Muje umar bhar ka gum mila
Main toot kar bikhar gayi,
Muje tod kar tujhe kya mila
Shararat na hoti Shikayat na hoti
Nainon me kisi ke Nazakat na hoti
Na hoti bekarari Na hote hum tanha*
Agar jahan me kambakht Ye mohabat na hoti
*Na hote ye sapne Ye khwabon ki duniya
*Kisi ko chahat ki Tamanna na hoti
*Na julfo ki chaya Na phulon ki khushbu
*Yadon me unki Ye rate na kat ti
*Jo na hoti mohabat Ye ansu na hote
*Dil bhi na khota Aj tanha na rota*
*Diwanon si apni Ye halat na hoti
*Agar jahan me kambakht Ye MoHoBBaT na hoti.
Aapke Aane Se Khil Gaya Hai Aangan,
Aaapke Saath Se Jhoom Untha Hai Gagan,
Aap Ho Isiliye Khush Hai Sara Chaman,
Aur Aapse Pyar Karne Ko Hum Lenge Hazaron Janam…
मुझसे वादा करो मुझे रुलाओगे नहीँ....
हालात जो भी हो मुझे भुलाओगे नहीं.....
छुपा के अपनी आँखों में रखोगे मुझ को...
दुनिया में किसी और को दिखाओगे नहीं....
मेरे लफ़्ज मेरे दिल की तहरीरें हैं....
कसम उठाओ इन को कभी जलाओगे नहीं.....
मुझे ये यकीन दिलाओ मुझे याद रखोगे.....
मेरी यादों को अपने दिल से मिटाओगे नहीं...
Mai Khwaab Koi Sajaau To Kiske Liye..
Dil Ki Dunia Basaau To Kiske Liye..
Khwaab Toot Gaye Sare Sajne Se Pehle..
Dunia Ujaad Gayi Meri Basne Se Pehle..!