तपते रेगिस्तान में चाहत ठंडे पानी की,
वक़्त पे अगर मिल जाय दो बूँद जिंदगी की।
इश्क़ वो नहीं जो मिल जाय मांगे से,
ये दुआ तो होती है इश्क़ में की हुई इबादत की।।
Tu Hi Bata Tujhe Chahu To Chahu Kaise,
Teri Soch Ke Mutabiq Nazar Aaun To Aaun Kaise,
Tujhe Meri Chahat Pe Yaqeen Hota Hi Nahi,
Wafa Ka Rishta Nibhaon To Nibhaon Kaise.
Tujhe pechan ne mai galti kaysa ho gai....
Dur chale gaye tu mujhse....
Aur,
Dill ke dard mai rote rahe hum....
Bin bat ke samajh liya kar mere Dill ke baat....
Nahi to rote rahenge hum aur, tadapta rahega tu....
Deewana hun tera mujhe inkaar nahi,
kaise keh dun ki mujhe tumse pyar nahi,
kuch shararat to teri nazro mein bhi thi,
main akela hi to iska gunehgar nahi...!!!
Tumhari Yado Ne Is Dil Par Dera Daala Hai;
Tumhare Bina Ye Din Bhi Gehra Kaala Hai;
Tum Ajao Aur Mujh Me Sama Jao;
Maine Is Dil Ko Badi Mushkil Se Sambhala Hai...
Q itna kareeß chala ata hy koi....!!
Q mohaßat ka ehsas dilata hy koi.....!!
Jb adat si ho jati hy dil ko kisi ki....!!
To Q humain tanha chor kar chala jata hy koi...!! 3
Aye Ajnabi Na Jane Kyu Aapse
Baat Karna Acha Lagta Hai,
Na Jane Kyu Aapse Pyar Karne
Ka Mann Karta Hai, Shayed
Dil Ko Aapse Pyar Ho Gaya
Hai Par, Na Jane Kyu
Izhar Karne Se Darr Lagta Hai!
Jane kyu Log Hume aajmate h,
Kuch pal sath rehkar dur chale jate h,
Sach hi kehte he kehne wale,
Sagar k milne k baad Log Barish ko bhul jate h... KISHOR UPASE {P}
uski ye KHAMOSI
maar dalegi ek din mujhe.............
sab kehete hen BHULJAO
bhul geihe bo ab tujhe...........
AANSU kehete hen
behe jane v do ab hame ♥
TAKHLIF kitna aur
doge khudeko ♥♥
ye AANSU v mere
behe jarehe hen aab♥
baki he kuch SANSE
chut jayenge akhri martafa
dekh k USKO♥♥
(B4I)