Kuch log zindgi me is kdar shamil ho jate hain
Agar bhulna chaho to or yad ate hain.
Bas jate hain wo dil me is kadar
Ke ankhen band kro to samne nazar aate hain.
Woh mil jatey hain kahani bankar.
Dil mein bas jatey hain nishani bankar.
Jinhe hum rakhte hain apni aakhon mein.
Kyun nikal jatey hain wo pani bankar.
Khayaalo ko kisi aahat ki aas rehti hai.
Nigaahon ko teri talaash rehti hai.
Tere bina koi kami nahi lekin.
Tere bagarr tabiyat udaas rehti hai.
By Ajooba Khan Wapp No.
उतर के देख मेरी चाहत की गहराई मेँ,
सोचना मेरे बारे मेँ रात की तन्हाई मेँ,
अगर हो जाए मेरी चाहत का एहसास तुम्हेँ,
तो मिलेगा मेरा अक्स तुम्हे अपनी ही परछाई मेँ।
7 Feb Rose Day,
8 Feb Propose Day,
9 Feb Chocolate Day,
10 Feb Teddy Day,
11 Feb Promise Day,
12 Feb Kiss Day,
13 Feb Hug Day,
14 Feb VALENTINES DAY,
15 Feb Slap Day,
16 Feb Kick Day,
17 Feb Perfume Day,
18 Feb Flirting Day,
19 Feb Confession Day,
20 Feb Missing Day,
21 Feb Break Up —
143+ I +LOVE+ YOU+
(Pk)
Reh rehkar teri yaad aaye to kya kare,
Tumhari yaad dil se na jaye to kya kare,
Socha tha khwab me mulakaat hogi aapse,
Isi khushi mai neend na aaye to kya kare....
Mere duaon mein samil hain
aap is tarah
Phoolon mein hoti hai..
Khushbu jis tarah
Khuda aap ki zindagi mein itni
khushiyan de..
Dharti pe hoti hai barish jis
tarah
Mohabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi,
Zuban tak baat jo aayi yakinan woh dua hogi,
Agar woh ruth gaye mujhse,
Toh zaroor koi meri hi khata hogi..
Har Ek Manzar Pe Udaasi
Chaayi Hai Chand Ki Roshni
Me Bhi Kami Aayi Hai Akele
Acche Thay Hum Apne Ashiyaane
Me Jane Kyu Toot Kar Aaj
Fir Aapki Yaad Aayi Hai.
Apni Har Shayari Me Tera Naam Likhte Hain..
Apni Har Saans Pe Tera Naam Likhte Hain..
Agar Yakeen Nahi To Aazma Ke Dekh Lo..
Tere Samne Dil Khool Ke Tera Naam Likhte Hain..!
Muskurati Aankho Se Afsaana Likha Tha,
Shayad Aapka Meri Zindagi Mein Aana Likha Tha,
Taqdeer To Dekho Mere Aansuon Ki,
Inka Bhi Aapki Yaad Me Beh Jana Likha Tha...
Kabhi patthar per ful khil jate hai.
Kabhi ajnabi bhi apne ban jate hai.
Kabhi laasho ko kafan tak nahi milta .
Kabhi laasho per Tajmahal ban jate hai.
Sanu shukla