Tumko to jaan se pyaara bana liya,
Dil ka sukoon,
aankhon ka taara bna liya
Ab tum saath do ya na do ye tumhari marzi
Hamne to tumhe zindagi ka sahara bana liya.
Tujhe chahte hai be inteha par chahna nhi aata,
Ye kaisi mohabbat hai k hamein kehna nahi aata
Zindagi mein aa jao hamari zindagi ban kar,
Ke tere bin hamein zinda rehna nahi aata,
Har pal tujhe bus tujhe duaon me mangte hain,
Kya kare k tumhare siwa kuchh mangna nhi aata.
Safar Tweel Tha Mera Rafeq Koi Na Tha
Mera Ye Dukh K Dukhon Main Shrek Koi Na Tha
Us Ki Yaad Ko Bna Leta Hon Hamsafar Apna
Mere Sath Jab Koi Hamsafar Nahi Hota
Judaa Tumse Hokar Na Ji Paunga Main,
Tadap-Tadap Ke Pal Bhar Mein Mar Jaaunga Main,
Tere Sang Hi Jeevan Bitana Hai Ab Mujhko,
Tere Bina Na Kuch Bhi Jee Sakunga Main.
Dil Mein Chipi Yaado Se Sawaru Tujhe,
Tu Dikhe To Apni Ankho Me Utaru Tujhe,
Tere Naam Ko Maine Labo Par Aise Sajaya Hai,
So Bhi Jau To Khwabo Mein Pukaru Tujhe.
Wo Kehti Hai -
Tumhe Shabdon Ki Neevn Rkhna,
Deewaren Banna aur chahat ki neevn rakhna,
Bahut Achhe Se Aata Hai…
Zara Puchiye Unse -
Agar Itne Achhe Se Aata Hai To,
Aise Kyun Tod Gayi Mere Aashiyaane Ko…
coko
Ek Aas Ek Ehsas Tumhari Soch Aur Bas Tum...
Ek Sawal Ek Majal Tumhara Khayal Aur Bas Tum...
Ek Baat Ek Sham Tumhara Sath Aur Bas Tum...
Ek Dua Ek Fariyad Tumhari Yad Aur Bas Tum...
Mera Junoon Mera Sukoon Meri Dhadkan Bas Tum Aur Bas Tum...
Nafrat Kabhi Na Karna Hum Se,
Ye hum Kabi na Seh Payein Gey,
Ek bar keh Dena humse k Zarorat Nahi Ab Tumhari
Hum Tumhari Duniya se Hans kChalay Jaein Gey!
Boy:- I Love U Jaan Mujhe Lagta He Tum
Vi Mujhe Love Karne Lagi Ho
.
.
.
.
.
.
.
Diksha :- Tu Kutta Paal Billi Paal
Bandar Paal Yaa Feer Chuha Paal
Par Galat Fehmi Mat Paal.
Khushiyon Per Fizaoun Ka Pehra H
Khushiyon Per Fizaoun Ka Pehra Hai
Najane Kis Umeed Per Dil Tehra Hai
Teri Aankhoun Se Jhalakte Dard Ki Qasam
Yeh Dosti Ka Rishta Pyar Se Gehra Hai
हसीनो ने हसीन बनकर गुनाह किया,
औरों को तो क्या हमको भी तबाह किया,
पेश किया जब ग़ज़लों में हमने उनकी बेवफ़ाई को,
औरों ने तो क्या उन्होने भी वाह-वाह किया.