Kisi Ke Paigam Ko Zara Pyar Se Padha Kijiye,
Kisi Ki Chahat Ka Ehsaas Kiya Kijiye,
Koi Dil Se Yaad Karta Hai Aapko,
Kam Se Kam Hichkiyan To Liya Kijiye.
Nazr-e-Muhbat Ka Kia Tawaan
Chahte Ho?
Dil Chahte Ho Ya Jan Chahte
Ho?
Parwa Nhi Anjame Muhabt Jo
Bhi Ho
Bus Ab Faisla Suna Do Jo Tum
Chahtay Ho?
Phoolon Ki Gali Ho Ya Ho
Kanto Ki Dagar
Le Jao Sanam Wahan Jahan tum
Chahte Ho
Be-His tum Nahi to Khamosh
Kyu Ho
Me Ne Kr Di Haan Ab Or Kia
Chahte Ho
Saade rang ko galti se aap naa kora samjho,
Isi mey samaaye indradhanushi saaton rang,
Jo dikhe aapko zindagi saadagi bhari kisi ki,
To aap yun samjho satrangi hai duniya usiki,
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Kisi ke dil mein basna bura to nahi, Kisi ko dil mein basana khata to nahi, Hain ye zamane ki nazar me bura to kya hua Zamane wale bhi insan hai BHAGWAN to nahi.......
Jabse Hua Hai Pyar Dil Bas Me Nahi
Ho Raha Hai
Sab Ho Raha Hai Minus Kuch Plus
Nahi Ho Raha Hai
Aapke Pyar Ka Ajab Sa Jaadu Chaa
Gaya Hai
Na Carbon Dioxide Bahar Ja Raha
Ha
Na Oxygen Andar Aa Raha Hai..!
Apne dard-E-dil ka hamdard hame hi paaogey,
In tanhaiyon mein saath hame hi paaogey,
Door hain tum say to kya huwa,
In dooriyon mein sabse kareeb hame hi paaogey.
Dil Ko Mila Sakoon Koi Hume Yaad To Karta Hai..
Yaad Na Sahi Faryaad To Karta Hai..
Ankho Ne Dhoond Liya Hai Aisa Dost..
Jo Baat Na Sahi Sms To Karta Hai..!
हसीनो ने हसीन बनकर गुनाह किया,
औरों को तो क्या हमको भी तबाह किया,
पेश किया जब ग़ज़लों में हमने उनकी बेवफ़ाई को,
औरों ने तो क्या उन्होने भी वाह-वाह किया.