• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Dil Lagane Wale Lakhon Milenge, Pyaar Karne Wale Hazaron Milenge, . . . Milne Wale To Har Roz Milenge, . . . Par Hum Jaisa Diwane Dhoodhne Se Na Milenge...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Din Jab Meri Sans Band Ho Jayegi Mat Sochna Ki Chahat Kam Ho Jayegi Fark Sirf Itna Hoga Aaj Hum Aapko Yaad Karte Hain Kal Meri Yaad Aapko Rulayegi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har rasta ik safar chahta hai. Har musafir ik hamsafar chahta hai. Jese chahti hai chandni chand ko. Koi hai jo aapko is qadar chahta he.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • अब खुद से मिलने को दिल करता है . . . लोगो से सुना है कि बहुत बुरे है हम।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Shararat na hoti Shikayat na hoti Nainon me kisi ki Nazakat na hoti Na hoti bekarari Na hote humtanha Agar jahan me kambakhat YeMoHaBaT na hoti Na hote ye sapne Ye khwabon kiduniya Kisi ko chahat ki Tamana na hoti Na julfo ki chayan Na phulo kikhusbu Yandon mein unki Ye rate na katti Jo na hoti mohabat Ye ansu nahote Dil bhi na khota Aj tanha na rota Diwano si apni Ye halat na hoti
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Koi Barish Ka Nam Nhi, Jo Barse Aur Tham Jaaye Pyar Suraj Bhi Nahi, Jo Chamke Aur Doob Jaye, Pyar To Naam Hai Saans Ka, Jo Chale Toh Zindagi Aur, Ruke Toh Maut Ban Jaaye..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhe jaan kar anjaan banna acha lagta hai, Unko apne liye pareshan karna acha lagta hai Mujhse woh karte rahe apne pyar ka iqrar, Nadan bankar baar baar sunna acha lagta hai.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zaruri To Nahi Ke Insan Pyar Ki Murat Ho, Zaruri To Nahi Ki Insan Achha Or Khubsurat Ho, Par Sab Se Sundar Woh Insan Hain, Jo Aapke Sath Ho Jab Aapko Uski Zarurat Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kehte Hai Har Baat Sab Ko Batayi Nahi Jaati, Apno Ko Bhi Sunayi Nahi Jaati, Par Sanam Tum Mere Dil Ka Aaina Ho, Aur Aaine Se Koi Baat Kabhi Chupayi Nahi Jaati.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ab Teri Kami Muje Satati Nahi Koi Ahsas Bhi Dil Me Lati Nahi Tu Hi Jo Bhul Gaye To Ab Muje Bhi Teri Yad Ati Nahi Dard To Ab Bhi Wahi He Dil Me Magar Eski Gahrai Itni Jati Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yeh pyaari nigahein yaad rahengi, Mil kar na milne ki ada yaad rahegi, Mumkin nahi ki main tumhe bhula doon, Aur umar bhar tumhein bhi meri yaad na aaya…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaha Talaash Karoge Tum Mujh Jaise Ek Shakhs Ko,, . . . . Jo Tumhare Sitam Bhi Sahe Aur Tum Se Mohabbat Bhi Kare.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, Bhool aaye hum apni takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin to utha lena, Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Muddat Se Hume Jinki Talash Thi Wo Mile Par Kuch Yu Mile Hum Nazar Utha Kar Tadap Gaye Aur Wo Nazar Jhuka Kar Guzar Gaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat Ki Kasti Me Sawar The Hum, Socha Tha Pahunch Jayege Chahat Ke Gaun Me, Dubne Lage To Hosh Aaya, Hum To Bethe Hi The Kagaz Ki Naav Me.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS