• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Jab Hum Sone Ja Rahe The Kabar Par, Woh Tho Baite The Bus Is Sabar Par, Hum Bhi Tumse Milne Ek Din Aayenge, Log Hame Bhi Aisi Hi Dafnayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • बड़ी नादान है इस निक्कमे दिल की हरकतेँ, जो मिल गया उसकी कदर ही नहीँ, और जो ना मिला उसे भूलता ही नहीँ।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishq Ki Alag Hi Khumari Hai Ye Ek Aisi Bimaari Hai Jisme Fanna Dunia Sari Hai Ishq Ka Kalma Padte Padte Humne Bhi Raat Guzari Hai Pal Pal Beete Mere Sadiyon Se Jab Jab Guzre Hum Mehboob Ki Galiyon Se...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hasrate Reh Jayengi Apke Bina Adhuri; Zindagi Na Hogi Apke Bin Poori; Ab To Aur Sahi Jaye Na Ye Doori; Jeene K Liye Apka Sath Hai Bahut Zaruri..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum to pyaar k saudagar hain Sauda sacha karte hai Par jab aap jaise dost ho khariddaar To hum muft me bhi bik jaya karte hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Ahat Par Teri Intjar He. Dur Ho Ke Vi Tu Mere Pas He. Na Itna Yad Aao Hame Ki Hamara Dil Puche??? Dadkan Kiske Pas He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Chahtein Tum Se Alag Kab Hai, Dil Ki Baatein Tum Se Chupi Kab Hai, Tum Sath Raho Dil Main Dhadkan Ki Tarah, Phir Zindagi Ko Sanso Ki Zarurat Kab Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wadiyon se soraj nikal aaya hai, Fizaon me naya rang chaya hai, Aap kion udaas baithay ho, ab to muskura do, hamara SMS aaya hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • duao mai meri aitbar rkhna ! mann mai apne na koi swal rkhna ! agr ! dena chahte ho khusiya mujhe ? toh khud kush rhna or apna khyal rkhna !
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Vo Chandni Ka Badan, Khushbuon Ka Saya Hai Bahut Azeez Hume Hain, Magar Praya Hai Utar Aao Kabhi Aasman Ke Zeeno Se Tumhe Khuda Ne Humare Liye Banaya Hai Use Kisi Ki Mohabbat Ka Aitbar Nahi Use Zamane Ne Shayad Bahut Staya Hai Mehak Rahi Hai Zameen Chandni Ke Phoolon Se Khuda Kisi Ki Mohabbat Pe Muskuraya Hai Kahan Se Aayi Ye Khushboo, Ye Ghar Ki Khushboo Hai Is Ajnabi Ke Andhere Mein Kaun Aaya Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek arse baad koyi hain jo mujhe chahne lagi hain, Meri har baat pe muskurane lagi hain. Ek arse bad koi h jo din rat muje dekhne ki dua krti h Meri gair hazari me mere liye aahe bharti hain, Ek arse baad koi hai jo meri mulaqato ko tarasti hai Jiski nighaho ka megh sirf mere liye barasta hain, Ek arse bad hi sahi koi hai jo mere liye beqarar si hai, Jo hr pl mujse kehti h ki han muje b tujhse pyar hai.. By - Silent love.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhse agar rutha to is Kadar ruthunga . . . . . . . . . Ki tere shahar Ki mittti v mere wajood ko tarsegi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ulfat ki rahon me akelapan na mile, zindagi me tumhe kabhi gam na mile, Dua karte hain khuda se tumhe, jo bhi khushi mile hum se zyada mile..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kitna bebas hain insaan kismat ke aage Har sapna tut jata hain hakikat ke aage, Jisne kbhi duniya me haarna nahi sikha Wo bhi haar jata hain mohabbat ke aage
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Masoom Mohabbat Ki Ghawahi Na Maang,, Meri Palkon Pe Sitaron Ne Ibadat Ki Hai,,, Teri Masoom Nighahon Ke Taqaddus Ki Kasam,,, DiL Ne Kya Ruuh Ne Bhi tujhse mohabbat ki hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat or mout dono hi Bin bulaye mehmaan hote hai, Kab aa jaye koi nahi jaanta. Lekin dono ka ek hi kaam hai Ek Dil le jati hai to doosri Dhadkan.*
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sikwa teri yaadon se iss tarha kiya humne… Haste haste shama ko rula daala humne… Ek lamha diya tune jeene ke liye… Aur usmein zindagi ko beeta diya humne… Ek saffhe par likhi teri yaad ki dastan… Dusra hissa khali hi jalaa diya humne… Kiss baat ki sazaa dena chahti hai wo… Jiss baat ko sunte hi bhula diya humne… Wo kyun nahi kar sakti wafa humse… Jiski wafa ki khatir har rishta bhula diya humne..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS