• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Usey pana tha usey khona tha Yeh bhi hota tha woh bhi hona tha Kitni dair aur us ko rona tha Woh jo hona tha woh to hona tha Shayed is wastey mili aankhain Bojh kuch aansuyon ka ddhona tha Kya ghazzab kar liya ankhon ne Mujhe to tujhse chup ke rona tha Hum ne moti samajh liye they Adeem Warna daaman kisey bhigona tha …!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Badal gayi raah par hum khoye nahi.Dard tha dil me par hum roye nahi.Koi nahi jo puch le humse.Jag rahe ho kisi ke liye ye kisi ke liye soyenahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • woh JINDAGI hi kya jisme MOHABBAT nahi, woh MOHABBAT hi kya jisme YAADEIN nahi, woh YAADEIN hi kya jisme TUM nahi, Aur woh TUM hi kya jiske saath HUM nahi..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar jab Milta nahi toh hota Q h agar Khwabo me wo aaye to Insaan Sota Q hai Jab yehi pyar aankho k samne kisi aur ka ho jaye to Dil itna Rota Q h
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujh Se Pucho Uski Taswir Me Kya Tha, Uski Aankho Me Humara Payar Bhara Tha, Aaj Un Ankho Me Nafrat Hai Mere Liye,,,,, Jinse Kabhi Milne Ka Sapna Sajaya Tha humne....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sunehri Yado Ka Ehsas Rehne Do; Suroor Dil Me Mithas Zuban Pe Rehne Do; Yahi Falsafa Hai Jeene Ka; Na Khud Raho Udas Na Dusro Ko Rehne Do...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Kareeb To Aao Ki Bahut Udaas Hu Mai, Apne Seene Se Lagaao Ki Bahut Udaas Hu Mai, Kisi Bhi Jhoote Dilase Se Dil Behlaao To Sahi, Bas Aaj Toot Ke Chaho Ki Bahut Udaas Hu Mai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "बैठे हैं दिल में ये अरमां जगाये,के वो आज नजरों से अपनी पिलाये ।मजा तो तब ही पीने का यारो,इधर हम पियें और नशा उनको आये ।।"C.S..LOVE
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chahat Paane Ki Hasrat Kise Nahi Hoti... | Magar Har Kisi Ki Aisi Kismat Nahi Hoti... | Koi Ek Hota Hai jo Sama Jata Hai Dil Me... | Har Kisi Se Ye Muhabbat Nahi Hoti...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu Meri Chahat Ka Ehsas Rehne De; Hamesha K Liye Nahi To Kuch Pal Apne Pas Rehne De Tu Mujhe Chahta Nahi Pata Hai Mujhe; Tu Meri Khushi K Liye Jhute Pyar Ka Ehsas Rehne De Is Zindagi Ka Kya Pata Kab Chale Jaye Duniya Se; Aye Sanam Ek Pal To Mujhe Apne Sath Rehne De...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mat Zikar Kijiye Meri Ada Ke Bare Me, Hum Bahot Kuch Jante Hai Wafa Ke Bare Me, Suna Hai Wo Bhi Pyar Ka Shoq Rakhte Hai, Jo Jante Hi Nahi Wafa Ke Bare Me.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unhe ye shikaayat hai hamse, ki hum har kisi ko dekh kar mushkurate hain, nasamajh hain wo kya jaane, hame to har chehre me wahi nazar aate hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aankhe Tadap Rahi Hai Tujhse Milne Ke Liye, Koshish Bahut Ki Dil Ko Samjha Ne Ki, Ye Doori Doori Nahi Hoti, Meri Aankhe Jab Main Band Karta Hun.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil ke rishtey bhi ajeeb hote hai.. door reh kar bhi kareeb hote hai… jo log aapko roz dekhte hai.. woh log kitne khushnaseeb hote hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tmhe dil me basaye Rakhta hun... Aur duniya ko bhulay Rakh ta hun... Tumhe hamari nazar na lage,.. Isliye apni nazar jhukay Rakhta hun..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS