7 Feb Rose Day,
8 Feb Propose Day,
9 Feb Chocolate Day,
10 Feb Teddy Day,
11 Feb Promise Day,
12 Feb Kiss Day,
13 Feb Hug Day,
14 Feb VALENTINES DAY,
15 Feb Slap Day,
16 Feb Kick Day,
17 Feb Perfume Day,
18 Feb Flirting Day,
19 Feb Confession Day,
20 Feb Missing Day,
21 Feb Break Up —
143+ I +LOVE+ YOU+
(Pk)
Mujhe Tum Acche Lagte Ho
Jayada Khud Apne Dil Ki Dharkan Se
Tumhari Yaad Me Khoona
Tumhari Guftugu Karna
Tumhari Baat Hi Karna
Tumhe Bas Dekhte Rehna
Mujhe Accha Lagta Hai
Na Jane Kyu, Na Jane Kyu.?
Mai Khwaab Koi Sajaau To Kiske Liye..
Dil Ki Dunia Basaau To Kiske Liye..
Khwaab Toot Gaye Sare Sajne Se Pehle..
Dunia Ujaad Gayi Meri Basne Se Pehle..!
Chand sa chehra dekhne ki ijazat de do,
Mujhe ye sham sajane ke ijazat de do,
Mujhe qaid kar lo apne ishq mein ya fir
Mujhe ishq karne ke ijazat de do…!!
Her subha se saam tak tere khayaloon mein dooba rehte hain hum,
kab tu samjhegi ye piyaar
ka paygaam,
Rab se dua hain humari ki kavi khfa na ho tum-hum,
yeh ho humari dosti vari piyaar ka anzaam....!!!
By sudip guria....
Ye KisNe Kaha Ki Anjan Ban Ke Aya Kar,
Mere DiL Ke Aaine Me Mehman Ban Ke Aaya Kar,
Bakhsi Hai Tujhe DiL Ki Hukumat,
Is DiL Ka Tu Sultan Ban Ke Aaya Kar.
जब प्यार किसी से होता है
हर दर्द दवा बन जाता है
क्या चीज मुहब्बत होती है
एक शख्स खुदा बन जाता है
ये लब चाहे खामोश रहें
आँखों से पता चल जाता है
कोई लाख छुपा ले इश्क मगर
दुनिया को पता चल जाता है
जब इश्क का जादू चलता है
सेहरा में फूल खिल जाता है
जब कोई दिवाना मचलता है
तब ताजमहल बन जाता है
Bhula Ke Mujhko Agar Tum Bhi
Ho Salamat
To Bhula Ke Tujhko, Sambhalna
Mujhe Bhi Aata Hai
Nahi Hai Meri Fitrat Mein Ye
Aadat Warna
Teri Tarah Badalna Mujhe Bhi
Aata Hai.
Kisi ke dil ka dard kisne dekha hai
Jisne dekha hai sirf chehra dekha hai
Dard to tab hota hai jab koi apna hi humko na
samjhe..
Logo ke samne to humne sirf hasna sikha hai
Kis Kadar Hai Tumse Ulfat Na Pucho,
Khwabo Me Jee Rahe Hai Haqiqat Na Pucho,
Basa Lo Mere Dil Mein Ghar Kahi Apna,
Kya Hai Mere Dil Ki Keemat Na Pucho.
Yakeen to humein sirf tum pe hai,Varna na jaane yahan kitne chehre hai,Hum to wada karte hain dosti kaa,Bas aap se bhi dost kehlane ki aas hai.
love u frnds