Aap Manzil Ko Mushkil Samjhte Hain
Hum Aap Ko Manzil Samjhte Hain
Bada Fark Hai Aapke Aur Hamare Nazariye
Me
Aap Hume Sapna Aur Hum Aapko Apna
Samjhte Hain..!
Ab Ke Baar Eid Per Mehndi Lagao To Mujhe Yaad Karna,
Jo Milne Jaao Apni Saheliyon Se To Mujhe Yaad Karna,
Eid To Sab K Liye Khushi Le Kar Aaye Gi,
Tum Jab Tanha Baitho Gi To Mujhe Yaad Karna,
Chand Raat Doosron Ki Tarah Tum Bhi Masroof Ho Gi,
Kabhi Tumein Fursat Mile To Mujhe Yaad Karna,
Eid Ki Chooriyan Jab Le Kar Aao Gi,
Na Ho Koi Pehnane K Liye To
Mujhe Yaad Karna,
Tere Haseen Hathon Pe Rachi
Mehndi Ko,
Koi Thukra De To Mujhe Yaad
Karna
Jala k Ek chirgh Eid per apni
chukat Per Rakh jana,
Bujh Gaya Agar Hawa Se To Mujhe Yaad Karna,
Khol K Reshmi Baalon Ko Eid K Roz Jab Baitho Gi Sab k Beech,
Sanware Ga Nahi Koi Baal Tab Mujhe Yaad Karna,
Likhna Naam Mehndi se Apne
Hathon Per Mera,
Jab Mitay Ga Nahi tab Mujhe Yaad Karna,
Mohabbat Ka Mukam Har Kisi Ko Nahi Milta,
Dil Ka Jahan Har Kisi Ko Nahi Milta,
Mohabbat Ek Aag Ka Dariya Hai
Is Dariya Ka Kinara Har Kisi Ko Nahi Milta.
Laakh Bandishe Laga Le Duniya Hum Par,
Magar Dil Par Kaabu Nahi Rakh Payenge,
Wo Lamha Aakhiri Hoga Jeevan Ka Hamara,
Jis Din Hum Yaar Tujhe Bhool Jayenge.
Jabse jana hai tumko.
Chain hamara khoya hai.
Jabse mili hai nazar tumse.
Har jagha tera hi cheraha nazar ayaa hai.
Mohabbat si hogai hai is dil ko tumse.
Jabse tumhe apna mana hai…
Dil ye mera Tumse Pyar karna chahta hain
Apni Mohabbat ka izhaar karna chahta hai
Dekha hain jab se Tumhe aye mere Sanam
Sirf tumhara hi Dedaar karne ko dil chahta hai
दीदार की आग, जब दिल में भड़कने लगती है
तुझे देखने को, मेरी आँखें तरसने लगती हैँ...
बादलों के बरसने का हमें, इंतजार नहीं रहता.
तेरी याद में ये आँखें, खुद ही बरसने लगती हैं.
Aapke Aane Se Zindagi Kitni Khubsoorat Hai,
Dil Me Basayi Hai Jo Woh Aapki Hi Surat Hai,
Dur Jaana Nahi Humse Kabhi Bhulkar Bhi,
Hume Har Kadam Par Sirf Aapki Hi Zarurat Hai.
Jab Jab Unhe Pane Ki Koshish Ki Tab
Tab Khud Ko Khoya Hai, Duniya Ki
Bheed Main Hamesha Khud Ko Akela
Hi Paya Hai, Dard Ke Tufan Ko Dil
Mein Daba Rakha Hai, Badi Mushkil Se
Hoton Pe Muskan Ko Saja Rakha Hai!
Wo Hamari Raah Me Nazre Bichaaye Bethe
Hain, Hum Bhi Unki Chahat Me Chain
Gawaye Bethe Hain, Wo Kehte Hain Ji
Nahi Sakte Tumhare Bina, Hum Bhi Unki
Muskurahat Par Jaan Lutaaye Bethe Hain.
Itne phool khile is dil main,
Ghar sajana bhool gaye.
Mehfil main wo kiya aaye,
Ham shama jalana bhool gaye.
Haal hamara poochhne wale,
Teri zubaan ne loot liya,
Hamne sab kuch keh dala,
Bas baat batana bhool gaye.
Ik tum hi ko dunya main,
Jisse bohat ummiden hain,
Kiya guzre gi dil per ager,
TumpPyar nibhana bhool gaye.
Feeling of Love
+
Moment of Caring
+
Small Small Sharing
+
Stupid Fights
+
Shoulder To Cry
+
To Be Together In Pain
=
Most Beautiful Thing Called “LOVE”
I MISS YOU………………………..
dekha tumko jabse hai :-o :-( :-B -:) :*)>:) :-) (゚д゚)
ek bat is dil mei tabse haiヽ(´▽`)/ ヽ(´▽`)/ (゚д゚)
mill jaye mujhko payar tera(-_-) (-_-) ( ̄へ ̄)
phir mang na kuch na rab se hai(^o^) (^o^) (゚д゚)
Door Rahkar Bhi Dil Se Dua Karte
He Hum, Rishte Ka Farz Door Se
Hi Ada Karte He Hum, Aapki Yaad
Sath Rakhte He Hum, Khushi Hoya
Gum Aap Ko Miss Karte He Hum.