आप भी हैं,हम भी हैं,
ऊपर तारे नीचे जमीं हैं।
दिल बेरंग है तो क्या,
यारो शाम तो रंगीन है।
दुनिया का क्या ये तो जवां है,
पर है थकी थकी,रवानी कहां है।
गर खुद पर यकीन है,
तो दुनिया हसीन है।
कुछ तरस खा ले,जरा चढ़ा ले,
हसीना ना सही, जाम तो हसीन है।
Tujhse Mila To Aaysa laga Koi Aapna Mil Gaya....
Haar Dua Mai Tera Sath Manga Tha....
Peheli Dua mai Tera Pyar manga Tha....
Ankhri Dua Mai Tere Muskurahat Barkarar Rehene Ka Salamati Manga Tha....
Nafrato Ke Teer Khakar Dosto Ke Shehar Me..
Humne Kisko Pukaara Ye Kahaani Aur Saahi..
Kya Bataye Pyar Ki Baazi Waffa Ki Raah Me..
Kaun Jeeta Kaun Haara Ye Kahaani Aur Saahi..!
Har dard ko mitana muskil hota hai,
Gujri yaado ko bhulana muskil hota hai....
Aur bato ko to hum bula sakte hai,
Magar pahale pyaar ko bulana muskil hota hai..
My love barsha
Ehsaas Ke Daman Me Aansu
Gira Kar Dekho, Pyar Kitna
Sacha Hai Aazma Kar Dekho,
Pyar Ko Bhool Kar Kya Hogi
Dil Ki Halat, Kisi Aaine Ko
Zami Pe Gira Kar Dekho..
Yun dur rehkar duriyon ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte..
Kasoor na unkaa hai na mera hai,
Hum dono riston ki rashme nibhate rahein,
Wo dosti ka ehsaas jatate rahein,
Hum mohabbat ko dil me chhupatein rahein..!!
Gar Mile Na Hote Hum Pichle Janam Me..
Shayed Na Pehchaan Paate Tujhe Is Janam Me..
Fir Mile Hain Ab Is Janam Me..
Bhula Na Sakenge Tujhe Kisi Janam Me..!
Woh Jab Bhi Mujh Se Milti Thi.
Har Bar Masomiyat Se Mujh Se
Pucha Karti Thi...!
K Tum Mere Hi Ho Na...???
Aur Main Har Bar Us Ke Chehre Ko
Apne Haathon Se
Chu Kar Qasam Khaya Karta Tha.!
Par Kash.!
Maine Ek Bar Us Se Pocha Liya Hota...!
Ki Tum Bhi Meri Hi Ho Na...!!
Zubaan hi sirf ek zariya nahin
Jo aap shabdon ko samajh paayein gain
Kabhi aankhon main jhaank kar dekhiey
Hazaroon alfaaz khud ba khud bekhar jayein gain