• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • ♡~ Wo Naqab Mein Khud Ko , Ishq Se Mehfooz Samajhti Rahe ~♡ ♡~ Wo Nadaan , Itna nahe Samajhti ~♡ ♡~ Ishq Chehre Se Nahe ~♡ ♡~ Aankhon Se Shuru Hota Hai ~♡
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Tamana Thi So Wo Bhi Khak Ho Kar Reh Gayi, Har Kadam Par Dhokha Apne Pyar Ka Us Ne Diya, Raat Bhar Aate Rahe Hain Aandhiyun Ke Kafle Hadson Ko Bhi Mere Ghar Ka Pata Us Ne Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi To Ye Dil Zarur Rota Hai; Jab Koi Apna Milkar Nazro Se Door Hota Hai; Kyu Roti Hai Ye Ankhe; Dil Se Zyada Kasoor To Kismat Ka Hota Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Marne Ki Duaa Wo Raat Din Karti Rahi_ Aey #Dost______________!! Kyonki Uss Bewaffa Ko Pyaar Kisi Aur Se Jo Ho Gaya Thaa ..;;-))
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Her subha se saam tak tere khayaloon mein dooba rehte hain hum, kab tu samjhegi ye piyaar ka paygaam, Rab se dua hain humari ki kavi khfa na ho tum-hum, yeh ho humari dosti vari piyaar ka anzaam....!!! By sudip guria....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Raaz He Jo Bataye Nahi Jate Kuch Asu Hai Jo Giraye Nahi Jate Hum Wo Badnasib Hai Jo Yad Nahi Ate Aap Wo Khush Nasib Hai Jo Bhulaye Nahi Jate.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bichadte Waqt Us Ne Kaha Tha, Na Sawaal Karna Na Jawab Milega, Mujhe Bhool Jaana Qaraar Milega, Hum Us Muqaam Par The, Na Sawaal Kiya Na Jawab Mila, Na Bhool Sake Na Qaraar Mila.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere es dil ka kahna mano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat ko mere naam krdo, Meri yad par faqat itna hi ehsaan kar do, Kisi din subah ko milo, or shaam kar do..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • यू तो अल्फाज नही हैं आज मेरे पास मेहफिल में सुनाने को, खैर कोई बात नही, जख्मों को ही कुरेद देता हूँ।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Zazbat Meri Pehchan He Wo Meri Justaju Meri Shaan He Wo Log Kehte He Bhuladu Use Par Kese Bhuladu Yaaro Is Seene Me Dhadakti Jaan He Wo
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Bhi main tere samne hota hun. Na Jane Kyon Aisa Lagta hain. Ye waqt Yanhi tham jaye. Zamana Na Jane Kyun Itna Tez Bheta Hain. ab Bhi Ata hain tera naam mere naam ke sath, Log Jal Jal Kar Khakh Hue Jate Hain. Udtha Hain Dil Se Jaise Dhuwan. Bus woh Chone se hi Rakh hue Jate hain. ...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Baar-Baar Unki Chahat Mera Mein Dil Rota Hai, Par Isme Bhi O Chahat Ka Nasha Hota Hai, Jitna Chahe Koi Bacha Le Khud Ko, Magar Zindagi Mein Pyaar Ek Baar Zarur Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ansu Ankho Se Kabhi Gir Na Paye; Na Dard Ho Tujhe Na Kabhi Chot Aye; Mere Hisse Me Zyada Khushi To Nahi; Par RAB Kare Wo B Tujhe Mil Jaye!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil ki awaaz ko izhaar kehte hai, Jhuki nigaah ko ikaraar kehte hai, Sirf paane ka naam ishq nahin hota, Kuch khone ko bhi pyaar kehte hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Udaas Nazro Me Khwab Milenge; Kahin Kante To Kahin Gulab Milenge; Mere Dil Ki Kitab Ko Apni Nazro Se Padh Kar To Dekho; Kahin Apki Yad To Kahin Ap Milenge!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Lamha Jo Baar Baar Satata Hai Na Jaane Yeh Dil Kya Chahta Hai, Kaash Aap Hote Hamari Nazron K Saamne Par Yeh Kaash Kaash Hi Reh Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohbat Ka Irada BadaL Pana Bhi MuskiL Hai, Tuje Khona Aur Pana Bhi MuskiL Hai, Yaha Logo Ne Itne Parde Daal Rakhe Hai, Kisi Ke DiL Me Kya Hai Nazar Aana Bhi MuskiL Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Badi Gehrai Se Chaha Hai Apko; Badi Duao Se Paya Hai Apko; Apko Bhulane Ki Soche B To Kaise; Kismat Ki Lakeero Ne Milaya Hai Apko...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • App ko pata hai ke duniya ki sub say khubsurat cheez daikhi nahi jati, mehsoos ki jati hai,jesay hawa ka jonka, shehd ki mithaas, jaisay phoolon ki hushboo, jaisay payar, Jantey ho sub say khubsurat ihsas kya hai, Aap ka Sath.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS