• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Apnapan Chalke Jiski Baaton Me Sirf Kuch Hi Log Hote Hain Lakhon Me Aye Khuda Bata Tune Mere Saath Ye Kya Kiya Dil Hi Nahi Lagta Jabse Dil Unse Laga Liya..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek kasak dil mein dabi reh gayi, Zindagi mein unki kami reh gayi, Itni ulfat k baad b vo mujhe na mile.. Shayad meri mohabbat mein hi kuch kami reh gayi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • क्या क्या रंग दिखाती है जिंदगी क्या खूब इक्तेफ़ाक होता है, प्यार में ऊम्र नहीँ होती पर हर ऊम्र में प्यार होता है..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har sans aapki ibadat karegi, Har dharkan aapki inayat karegi, Hum har pal aapke liye dua karenge, Aur wo har dua aapki hifajat karegi.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zara Sa Dhayan Rakh Lena Meri Pehli Mohabbat Hai Wafa Ka Maan Rakh Lena Meri Pehli Mohabbat Hai Kaha Is Umar Me Hum Bhes Badlenge Faqeeron Ka Milan Asaan Rakh Lena Meri Pehli Mohabbat Hai...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Roop Hai Ya Roshni Jo Dil Ko Jalati Hai Paas Ho Dil Ke Kareeb Tum Magar Sapno Me Aakar Kahi Door Tum Chali Jati Ho Hokar Yaado Me Saath Aksar Tum Kehkar Chali Jati Ho….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaadon Ko Bhulane Me Kuch Der Lagti Hai, Ansoo Ko Chhupane Me Kuch Der Lagti Hai, Jo Shaks Jaan Se Bhi Pyaara Ho Achanak Dur Ho Jaye, To Dil Ko Yakeen Dilane Me Kuch Der Lagti Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaadon Ka Yeh Karwan Hamesha Rahega., Dur Hote Hue Bhi Pyaar Wohi Rahega. Maaf Karna Mil Nahi Pate Aapse, Magar Yakeen Rakhna In Aankhon Me Intezaar Wohi Rahega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum unse shnq-e-mulaqat nahi rakhte, Magar mile koi aur ussey ye accha nahi lagta, Hum usko chahte bhi nahi hai magar, Chahey koi aur ussey ye accha nahi lagta, Us ke saath mein chalne ki aarzoo nahi, Magar chale koi aur sath uske ye accha nahi lagta, Deedar uska itna pasand nahi hume, Magar dekhe koi aur ussey ye accha nahi lagta, Nafrat hai " Mohabbat hai Adawat hai " Muloom nahi Kisi aur ko batayen ye accha nahi lagta......!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • पहले रिम-झिम फिर बरसात और अचानक कडी धूप, मोहब्बत ओर अगस्त की फितरत एक सी है..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bahon me chupa ke rakhu tujhko, Seene se laga ke rakhu tujhko. Aao tum khawabo mein mere, Or mein khawabo me sajsa ke rakhu tujhko. Jo hoti hai na kabhi khatam mohabbat, Wesi mohabbat apni bana ke rakhu tujhko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kisi ko pana pyaar nhi hota kisi ke liye marna pyaar Nhi hota pyaar to dil se kiya jata hai jo har bakt dil se aavaj lagae bahi pyaar hota Hai pyaar me koi. bewafa nhi hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Deri Hi Saahi Par Duri To Nahi, Intezaar Bhala Par Judaai To Nahi, Milna Bichaadna To Kismat Hai Apni, Akhir Insaan Hain Hum Farishta To Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kiye humne kai baar jatan, Pr jatan me kuch kami rah gai, Kuch kadam pr humari manjil thi , Paas gaye aur manjil hi rooth gai..........‪#‎Prayashu‬
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koi Aankhon Sai Baat Kar Leta Hai, Koi Aankhon Mai Mulakat Kar Leta Hai, Bada Mushkil Hota Hai Jawab Dena, Jab Koi Khamosh Rehkar Sawaal Kar Let Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bahut Chaha Mgr Unhe Bhoola Na Sake, Khayalo Me Kisi Aur Ko La Na Sake, Unko Dekh Ke Anshu To Ponchh Liye, Par Kisi Aur Ko Dekh Ke Muskura Na Sake.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Do Dilo Ki Dhadkano Mein Ek Saaz Hota Hai, Sab Ko Apni-Apni Mohobbat Pe Naaz Hota Hai, Us Mein Se Har Ek Bewafa Nahi Hota, Us Ki Bewafai Ke Peeche Bhi Koi Raaz Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS