ऑटो ड्रायवर की सीट के पीछे
बहुत ही मस्त लाइन लिखी थी|
कपल्स के लिए –
.
.
भारत की संस्कृति में सब कुछ बिकता है,
इज्जत से बैठिए आईने में सब कुछ दिखता है|
Lafzon Ke Fasaane Dhondhte Hain
Hum Log, Lamhon Mein Zamaane
Dhondhte Hain Hum Log, Tu Zehar
Hi De Sharaab Keh Kar Saaqi Jeene
Ke Bahaane Dhondhte Hain Hum Log ?
Aaoge jab tum hum apni mohobat ka izhaar kar denge. Aap ko pane ke liye toda intzaar karlenge. Kismat aur khuda par kisko yakin hai. Aap ki khater inpe bhi atbaar karlenge
Kashti chali samandar mein mil jayega kinara...
Is SMS se poochh lena aap ke bina kiya haal hai humara?
Hum aap ko itna yaad karte hain jitna aap hamein yaad karte hain.
Farq sirf itna hai ki hum yaad karke SMS karte hain aap SMS pedh kar yaad karte hain.
Tum Kehti Ho Mujhe Hawaaon Se Piyaar Hai
Mager Jab Hawa Chalti Hai
Tou Khirkiyaan Band Ker Laiti Ho !!!!
Phir Us Waqt
Mein Khuofzada Sa Ho Jata Hoon
Jab Tum Mujh Se Kehti Ho !!!!
Mujhe Tum Se Mohabat Hai
Mujhe Tum Se Mohabat Haiiiii
Koi Aapki Yaad Me Raat Bhar Jagta Hai Na Sota Hai,
Anshuo Ki Barish Liye Apke Intezar Me Pal Pal Rota Hai,
Aap Aate Hai Dil Me or Bina Bataye Hi Chale Jate Hai,
Aisa Kya Aapke Dil Mein Hamare Liye Hota Hai.
#love
Kahte He Hatho ki Lakire Aadhuri Ho to….
Kismat me Mohabbat Nahi hoti..
Par sach to Ye he ki Hatho Me ho koi Pyara Hath
To Lakiron ki Bhi zarurat Nahi hoti…