Apne hatho se chehre ko chupate kyu ho
Sharmate ho toh samne aate kyu ho..??
Tum meri tarah bhi kar do ikrar-e-wafa
Pyar karte ho to fir chhupate kyu ho….??
Khubsurat sa 1 pal kissa bn jata hai,
jane kon kb jindgi ka hissa bn jata hai,
kuch log jindgi me aise milte hai,
jinse kabhi na tutne wala rishta ban jata hai.
Pyar Ka Badla Kabhi Chuka Na Sakenge
Chah Kar Bhi Aapko Bhula Na Sakenge
Aap Hi Hain Mere Laabon Ki Hansi
Aapse Bichadre To Fir Kabhi Muskura Na
Sakenge..!
जीवन कसं असतं ?
जगण्या पेक्शा मरणं सोप असतं …
स्वप्नान मागे धवायाच असतं ,
पण नेहमी च्या ट्रेन ला मातृ सोडायच नसतं
…
मनातल्या मनात रडायच असतं ,
पण चेहर्या वर मातृ स्मितहास्य दाखावावं
लागतं …
आपल्याबरोबर चे सगळेच भरपूर पुढे गेलेले
दीस्तात ,
पण आपणच मागे का? याबद्दल अनेक प्रश्न
पडतात…
Mayoos mat hona, yeh aik gunaah hota hai,,
Milta vahi hai jo kismat main likha hota hai,,
Har cheez mile humain, yeh zaroori to nahi,,
Kuch cheezon ka zikar doosre jahaan mein hota hai?
True lines
Kyu Itne Kareeb Chale
Aata
Hai
Koi,
Kyu Mohabbat Ka Ehsaas
Dila Jata Hai
Koi..
Jab Aadat Ho Jati Hai Dil Ko
Uski,
To Kyu Tanha Chhor Dur
Chala Jata
Hai Koi"
Uncle: Beta, Kya karte ho??
Me: Blogging...
Uncle: Wo kya hoti hai? & FB pe itne updates kyu karte ho?
Me: Dekho..Uncle..Had me raho..Jyada dimag ka dahi mat karo..
Varna abhi
Apke Sir ke Analytics me ghuskar,
Uske Webmaster ke sath chedchad karke,
Publically Adwords, Facebook & other Social promotions kar duga..
then, Google ke animals ..
Panda, Penguin & Hummingbird apko kaat khayege....
Few minutes ago I closed my eyes
&
saw u in my dream,
I found U most happiest in this world
If this is the way to see u happy,
I wish to close my eyes forever.
Dil Se Agar Wo Yaad Kre To Hum Pas Honge .
Khyalo Me Unke Mere Hi Khyaal Honge.
Shayd Wo Hume Kal Bhul B Jaye.
Lekin Dil Kehta H.
Wo Aj B Hum Bin Udas Honge.
Chupa Loon Is Tarah Tujhe Apni Baahon Mein,
Ki Hawa Bhi Guzarne Ki Izazat Maange,
Ho Jaun Itna Madhosh Tere Ishq Mein,
Ki Hosh Bhi Aane Ki Izazat Manage.
Dil me chupi yado se sawaru tujhe,
.
Tu dekhe to Aankho me basau tujhe,
.
Tere naam ko apne labo pe aisa saja rakha hoon,
.
K so v jau to khwabo me pukaru tujhe. —
Kuch log zindgi me is kdar shamil ho jate hain
Agar bhulna chaho to or yad ate hain.
Bas jate hain wo dil me is kadar
Ke ankhen band kro to samne nazar aate hain.