Talash Uski Karo Jo Kisi Ke Paas Na
Ho, Bhula Do Use Jis Par Bharosa
Na Ho, Hum To Apne Gamo
Par Bhi Hass Padte Hain, Wo
Isliye Ki Samne Waala Udaas Na Ho ..
Kyo Namumkin Si Lagti Hai Yeh
Zindagi Tumhare Bina...
Kyo Har Khwab Lagta Hai Adhura
Tumhare Bina...
Kyo Yeh Din Lagte Hain Sadiyaan
Tumhare Bina...
Tum Mere Pass Bhi Nahi, Tumhare
Aane Ki Koi Aas Bhi Nahi...
Mumkin To Nahi Mager Kaatni To
Padegi Hi Zindagi Tumhare Bina...!!
कौन कहता है हम उसके बिना मर जायेंगे
हम तो दरिया है समंदर में उतर जायेंगे
वो तरस जायेंगे प्यार की एक बून्द के लिए
हम तो बादल है प्यार के किसी और पर बरस जायेंगे
hothon me lekar naam unka main ji raha hu aaj bhi...
nindo me lekar khwaab unka main so raha hu aaj bhi...
unhe to pata hi nahi ke hum kitna chahte the unhe...
phir bhi unhi ki raho me intejar se baitha hu main aaj bhi...
Har Baar Phool Par Titliya
Nhi Aati,
Har Baar Rone Se
Siakiya Nhi Aati,
Hum Yaad
To Aap Ko Dil Se Karte Hai,
Kya Kare Jo Aap Ko
Kbhi Hichkiyan Nhi Aate..
Main Alfaz Hun Teri Har Baat Samajhti
Hoon, Main Ehsaas Hun Tere Jazbaat
Samajhti Hoon, Kab Pucha Maine Ki
Kyun Door Ho Mujhe Se Main Dil
Rakhti Hoon Tere Halaat Samajhti Hoon.
Bepanah Chaha Jise Wo Laut Kar Aaya Nahi
Mere Dil Ko Uske Siva Aur Koi Bhaya Nahi
Pyar Ki Saudagiri Me Hum Barbaad Rahe
Usne Kuch Khoya Nahi Maine Kuch Paya Nahi..!
Kehte H Kudha Ne Is Jahan Me
Kisi Ke Liye, Kisi Na Kisi Ko
Hai Banaya Har Kisi Ke Liye,
Fir Bhi Vhi Kyu Pasand Aata
Hai Jo Hmare Liye Bana Hi
Nhi ? Usi Ka Sath Ku Cahiye
Jisne Kabhi Hath Thama Hi Nhi.
Teri Mohabbat Ko Palko Pe Sajayenge;
Hum Mar K Bhi Har Rasm Nibhayenge;
Dene Ko To Kuch Bhi Nahi Hai Mere Paas;
Magar Teri Khushi Mangne Khuda Tak Bhi Chale Jayenge...
Aaj Phir Se Ek Naya Jakhm Bana
Liya He Hmne, Unke Gamo Ko Dil
Mein Chipa Liya He Hmne, Na Jane
Kyu Ye Zindagi Hme Baar Baar
Dhokha Deti He, Per Aaj Zindagi
Se Peecha Chuda Liya He Hmne.
Apni Zndgi Ki Har Sham Tere
Naam Kar Du, Apni Ankho Ka
Jaam Tere Naam Kar Du, Ho
Jiska Zikr Mohabbat Ki Har
Kahaani Me, Ek Aisa Pyar
Ka Paigaam Tere Naam Kar Du!
Pyar Hai Tujhse Ye Mai Janta Hun....
Juban Mai La Nahi Shakta, Ye Mai Janta Hun....
Ankho Mai Chalakta Hai Pyar, Ye Mai Janta Hun....
Tu Hai Mera Khush Nashib, Ye Mai Janta Hun....
Paar Mai Tera Frnd Hi Rehe Gaya Hun....
Tu Mere Liye Kuch Feel kar Ye Mai Khuda se Kahata Hun....