Tumhari Har Ek Baat Bewafai
Ki Kahani Hai, Lekin Teri
Har Saans Meri Zindagi Ki
Nishani Hai, Tum Aaj Tak
Samajh Nahi Sake Mere Pyar
Ko, Isliye Mere Aansoon
Bhi Tere Liye Pani Hai.
Muhabat Rait Jesi thi~
Muje ye Ghalat Fehmi thi,
K Muhabat Dhair Saari hae,
Dono Hathon me bhar kr men,
Tamam Umer Smbhalun ga,
Kbhi Khonay nhi Dunga,
Mohabat Khone k Dar se,
Mutthiyan Bheench li Mai ny,
Mger Jab Mutthiyan Kholien,
To Dono Hath Khaali Thay,
Mohbat Rait Jesi thi,
Mujhe yeh ghalt fehmi thee,
K Muhabbat dhair sari hae,
PA1
Aaj Fir Shaam Khawab Bhari Raat Layegi,
Nind Me Fir Ye Zindgi Soyegi..
Haare Huye Kadmo Ko Fir Naye Sawere Ka Intezaar Hoga..
Yoon Hi Shaam Hame Nakamiyab-E-Zindgi Ko Kamiyab Banane Ka Housla Dega..
Hum Kyon Aakhri Imtihan-E-Safar Samjhe,
Gar Saam-E-Zindgi Naye Imtihan Dega !!
Ae Dil Kissi Ki Yaad Mein Rona Fazool Hai
Ye Aansoo Bade Anmol Hain Inhe Khona Fazool
Hai
Royo To Unke Liye Jo Tum Par Nisaar Hain
Unke Liye Kya Rona Jinke Aashiq Hazaar Hain
Aapko Dil Se Juda Kabhi Hone
Denge, Aapko Nind Bhi Aaye
To Sone Nahi Denge, Aapki
Muskaan Hame Itni Pyari Lagti
Hai, Agar Hum Mar Bhi Gaye
To Aapko Rone Nahi Denge.
Nigaho Me Or Koi Dosti Ke Kabil Na Raha,
Is Kinare Ka Or Koi Sahil Na Raha
Chand Jaisa Dost Mila Hume Zamin Par,
Aasma Ka Chand Bhi Ab Deedar K Kabil Nahi Raha….
हर घड़ी, हर पल, हर लम्हा निगाहों में तेरा ही चेहरा रहता है
तुम्हारे मौसम बदलते रहते हैं, हमारा वक्त ठहरा रहता है
कैसे मिटा दें तेरा अक्स हम इन आँखों से
हमारी तो धड़कनों पर भी तेरी यादों का पहरा रहता है...
Gale Lagane Ki Badi Hasrat
Uski Thi, Raato Ko Baat Karne
Ki Aadat Uski Thi, Socha Uske
Dil Ke Sare Raaz Jan Lu Qki,
Baato Me Chupi
Hui Mohabbat Uski Thi..!
Dekh kar Tanha Mujhse pocha Baharon ne,
.
Kaha gaya tera wo Hamsafar?
.
Tujhe to Bara Naaz tha us par.
.
Ye Dekh kar Mai Chup Rahi,
.
Magar!
Mere Ansoaon ne Jawab dia,
.
Milna Qismat me Bichrna Naseeb tha
.
Wo mujh se Itna Door Ho Gaya
.
Jitna Wo Mere Qareeb Tha.
Lafzo Me Chhod Diya Hai
Bayaan Karna Haal E Dil Ka Fasaana.
Itne Dhoke Khaaye Hain Pyar Me
Ki
Dil Ne Bhi Chhod Diya Hai,
Ab Dil me Kisi Ko Basaana.!
like