• Categories
  • Love Quotes - SMS   16524
  • Kitna Samjhaya Dil Ko Ke Tu Pyar N Kr , Kisi K Liye Khud Ko Bekrar Na Kar , Wo ab Tere Nhi H Nadan O Pagal , Kisi Aur Ki Amanat Ka Intejar Na Kar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kadmo Ki Duri Se Dilo Ke Fasle Nahi Badte, Dur Hone Se Dosti Ka Ahsas Nahi Marte, Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamre Bich, Par Koi Pal Nahi Jab Aapko Hum Yaad Nahi Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Bin dard k aasu bahaye nahi jate Bin pyar k riste Nibhaye nahi jate E DIL KA DARD dene vali Ek bat yad rakhna Bin dil diye dil paya nahi jata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Khud se pyar kabhi kiya nahi, Aapke siva kisi ko ye haq diya nahi. Mushkil me apne akela kar liya, Roshni ka khwab dikhakar andhera kar liya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Tanha jab dil hoga,Aapko aawaz diya karenge, Raat me sitaronse aapka jikr kiya karenge, Aap aaye ya na aaye hamari khwabonme, Ham bas aapka intezaar kiya karenge...
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Dil se dil badi muskil se milte hai… tufanoo me sahil badi muskil se milte hai… aase to milte hai bahut gulabi gall wale… par gulabi gallo per til badi muskil se milte hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • कोई शब्द पकाता है, पर पेट नहीं भरता, कोई रोज हराता है अधिकार नहीं करता … मिट्टी की दुनिया में, रोटी की चाहत से, कोई रोज टूटता है आवाज नहीं करता …
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Paas Rehkar Juda Si Lagti Hai, Zindagi Bewafa Si Lagti Hai, Main Tumhare Bagair Jee Bhi Loon, Lekin Ye Dua Baddua Si Lagti Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Teri lehrati julfe na jane kya kehti hai teri jhuki nazro ko dekhkar log kya kehte hai humne suni hai aapki taarif apne kaano se log to aapko Taj Mahal kehte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Usey Kehna K Palkon Pe Na Taane Khwab Ki Chaadar.. Samundar K Kinare Ghar Bana Kar Kuch Nhi Milta.. Faqat Tum Hi Se Karta Hoon Me Saari Raaz Ki Baaten.. Har Aik Ko Daastan-E-Dil Suna Kar Kuch Nhi Milta… Mujhe Aksar Sitaron Se Yehi Awaaz Aati Hai.. Kisi K Hijar Mein Neenden Ganwa Kar Kuch Nhi Milta....
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Log poochtey hen kyon surkh hen tumhari Aankhen, Hans k keh deti hoon raat ko so na saki, Lakh chahoon bhi magar yeh keh na sakoon, Raat ko roney ki hasrat thi magar ro na saki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ek din maine us se pucha mai kha hu . usne kha mere dil me meri jan me ho tum meri sans me ho tum meri aas me ho tum meri dil ki dharkan ho tum meri aakhiri sans me ho tum . . fir maine puchha kha nhi hu mai . . wo najre jhuka k bola bs meri kismat me nhi ho tum...
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • kuchh aap bhi humse baat kar liya karo, kabhi milne ki fariyaad kar liya karo, ek hum hain jo har baar shuruat karte hain,sweet aap bhi humse pehle yaad kar liya karo
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Tumahare bagair jeena kya ? Jeene ki khab v nahi dakh sakta.Saso k bina sahed ku6 pal me ji sakta hu, lekin tumahare bina nahi. Tum ... Haa tum wo pahli ladki ho, jise main jindegi se barkar chane laga hu. Mera aag ,mera kal, mera din,mera pal sirf tumahare dam se.Meri puja me, meri duyao me,meri khamosi me,meri shadou me sirf tum ho. Sirf tum. Tare tut jayenge ,chand buj jayenge,waqt ahi thahar jayega. Lakin ummid ki aakhri kiran bujne tak ,aakhri sash chalne tak,main tumhare rasta dekhunga
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Pyaar ne Pucha zindagi kya hai ? Humne kaha tere bin kuch nahi. Usne fir puccha dard kya hai?humne kaha jab tu sang nahi.PYAAR ne pucha MOHABBAT kaha hai? Humne kaha mere dil ne kahi.USNE fir pucha khuda kaha hai? HUMNE kaha tujhme kahi.PYAAR ne pucha humse ishq kyu hai?humne kaha usko bhi pata nahi .Pyaar ne pucha aetbaar karoge mere par? Humne kaha tumse badkar nahi......
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Dosti ke waaday ko yuhi nibhatay rahengay, HUM har waqt APKO satate-mnaate rahengay. Mar bhi jayein to kya gham hai HUM AANSU bankar aapki ankhon me ate rahengay
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • yeh khushbo yeh hawa tumhare naam kardi...mausam ki har ik ada tumhare naam kardi.,,mere dil ne kaha kuch khas tohfa tumko do...isliye dil se nikli har duaa tumhare naam kardi
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • jis tiragi se roz hai ushaq ka siyah shayad usi se chehara-e-khuban pe til bana lab zindagi mein kab mile us lab se ai! kalal sagar hamari khak ko mat kar ke gil bana apana hunar dikha denge hum tujh ko shishagar tuta hua kisi ka agar hamase dil bana sun sun ke arz-e-hal mera yar ne kaha “sauda” na baten baith ke yan muttasil bana
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Inkaar wo karte hain ikraar ke liye, Nafrat bhi kartn hain to pyaar ke liye, Ulti chaal chalte hain ishq karne wale, Aankhon ko band karte hain didar ke liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS