• Categories
Location |   Home >> Mix SMS >> Dosti SMS
  • Dosti SMS   241
  • Dosti me duriya to ati rehti h phir bi dosti dilo ko milati rehti h wo dost hi kia jo naraz na ho par sachi dosti dosto ko milati rehti h
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • :blush::blush:अगर कभी :man:हम ‪#‎Msg :calling: ना करे,:heart_eyes:
    :heart::expressionless:तो ‪#‎दिल_छोटा‬:heart: ना करना, बस_दिल :heart:पर ‪#:heart::heart_eyes:‎हाथ_रखना‬ :raised_hand:और कहना:lips:
    ‪#‎शायद‬ आज हमारा:point_right::heart::heart_eyes: :couple:‪#‎दोस्त_मोबाइल‬ :calling:से नहीं, ‪#‎दिल‬:heart: से ‪#‎याद‬:couple_with_heart: कर रहा है” :blush:
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS , New Whatsapp Status , Whatsapp Status
  • Ek aisi line, jise ulta padho ya sidha dono hi bade acche lagte hai- " hai zindagi to dost hain " DEDICATED 2 SOME SPECIAL FRIENDS.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • SONE ke kitne bhi tukde karlo, Uski kimat kam nahi hoti. Vaise hi aap jaise "DOST"kitne bhi door ho, Aapki"DOSTI" "DIL SE" kam nahi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Kuch Kehte Hai Dosti Hai Pyar Kuch Kehte Hai Dosti Hai Zindagi Lekin Hum Kehte Hai Dosti Hai Dosti Jis Se Badh Kar Naa Pyaar Hai Naa Zindagi
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Husn wale v khub wafao ka sila dete hai,har mod par 1 nya jakhm dete hai, ae dost es jahan me koi apna nahi ,jab aag lagti hai to patte v hawa dete hai..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Aaj dosti par 1 kitaab likhenge Dosto k sath gujri har bat likhenge jab batana ho dost kaise hota he tumhe soch kar har bat likhenge...
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Yaro Ki Yari Khub Sataygi Akele Me 1Din Meri Khub Yad Ayegi Us Din Kadar Kroge Mere 7th Ki Jis Din Is Msg bhajne Wale ki Yade Hi Reh Jyegi
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Lafz Apna H Zuban Apni H Dosti Karna To Shan Apni H Jitna Bhi Gum Ho Ae Dost Hume De do Qki Sare Shahar Me Gum Ki Dukan Sirf apni Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Dost saath ho to rone mein bhi shaan hai, Dost na ho to mehfil bhi shamshaan hai, Saara khel in Dosto ka hi hai, Varna.. Janaza aur Baarat sale dono hi ek saman hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Kuch rishte anjane mein ho jate hai, pehle dil phir zindagi se jud jate hain, kehte hai uss daur ko dosti, jisme dil se dil na jaane kab miljate hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Jaise Taron Ke Sath Aakash Hai, Waise Sache Dosti Ke Sath Vishvas Hai, Dil Ki Nazron Se Dekhoge Agar, Hum Har Waqkt Aapke Pass Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • "Bchpan Me Jb Dosto Ko Bye Khte The To Ye Sochte They Kal Fir Milege..



    pr Ab Jab Dosto Ko Bye Khte H To Sochte H Fir Najane Kab Milege
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • 1 Din Khuda Ne Mujhse Sawal Kiya, Dost Ka Sath kab Tak Chahta H Mene 1 Aansu Samndar Me Gira Kr Kaha, JB Tak tum is Ansu ko Dhund Nhi Pate tb tak..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Hothon pe ulfat ke fasane nahi aate, jo beet gaye fir wo zamane nahi aate, dost hi hote hai dosto ke hamdard, koi farishte yaha saath nibhane nahi aate.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • *कितने खुबसूरत हुआ करते थे*
    *बचपन के वो दिन...*

    *जिसमें दुश्मनी की जगह सिर्फ*
    *एक कट्टी हुआ करती थी*

    *और सिर्फ दो उंगलिया जुडने से*
    *दोस्ती फिर शुरू हो जाती थी...

    :bouquet: Good Morning :bouquet:
  • 9 years ago



    Tags : Good Morning SMS , Dosti SMS , Friendship Day SMS
  • Hum to Dosti Ka farz yuhi nibhate Rahenge, Waqt Bewaqt yad aakar tadpate rahenge, Dua mango Mere MauTki, Warna Zinda rahe to yuhi satate rahenge.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS