• Categories
  • Sad SMS   192
  • Mohabbat aankho se nikle ashko ko moti bana deti h Mohabbat gehre zakhmo par b marham laga deti hai, Jab jeene ki koi bhi vajah hi naa bachi ho, Tab Mohabbat maut ko bhi zindagi bana deti hain
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Subha hote hi taare badal jate hain Rutton ke saath saath najare bhi badal jate hain Chodd ke aae dill kadam kadam pe naraz hona, Kyuki dhere dheere sabh badal jate hain..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • बहुत :sunglasses:अंधेरा है, ऐ इश्क़ तेरी :princess: गलियों मे,
    हमने दिल :sparkling_heart:भी जलाया:fire: फिर:confounded: भी रोशनी :candle:ना हुई..
  • 9 years ago



    Tags : Sad Whatsapp Status , Sad SMS
  • Usne Mujhe Aazmaya Bohat Hai Ja Ja Ke Maine Use Manaya Bohat Hai Sach Puchiye To Bohat Pyara Lagta Hai Dil Ko Wo Shakhs Jis Ne Mujhe Rulaya Bohat Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Baat Umar Bhar Kee Thi Do Pal Kee Nahi; Baat Saath Kee Thi Halaat Kee Nahi; Jahan Ke Mele Mein Haath Chhod Diya Tune; Baat Zubaan Kee Thi Kismat Kee Nahi!
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Keh Kar Jab Koi Ankho Se Door Hota Hai Ankhein Dekhti Rehti Hain Lekin Dil Majbur Hota Hai Koi Kahe Na Kahe Zubaan Se Magar Dil Mein Dard Jarur Hota Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Kitna Chaahata Hun Tujhe Yeh Mujhko Pata Nahi, Magar Tumhare Siwa Koi Aur Dil Mein Basa Nahi, Zamana Dusman Ho Gaya Chaahat Ka Hamari, Juda Ho Gaye Phir Se Ham Yeh Meri Khata Nahi….
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Raat Soyi To Par Nind Meri Aankho Se Door Hi Rahi, Palke Band Ki To Thi Par Unme Tumhara Hi Khawab Raha, Na Chahte Huye Bhi Chhaya Raha Muj Par, Tumhari Baato Ka Ek Nasha, Or Dhadkanome Tumhara Hi Nam Gunjata Raha, Har Sans Ke Sath, Jitna Bhi Chaha Tumhari Socho Se Bhagna, Utna Hi Tum Mere Karib Aate Gaye, Tumhari Baato Me Khoti Huyi Ye Diwani, Chupchap Se Piglati Rahi Shama Ke Mom Ki Tarah….
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • True Lines On Zindagi.. Rishte or Raste zindagi ke do pahlu hai kabhi rishte nibhate-2 raste kho jate hain Toh Kabhi raston par chalte chalte rishte ban jate Hain Kuch ko rishte raas aa jate hain or kisi ko raste..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Jab Jab Main Leta Hu Saans, Tu Yaad Aati Hai, Meri Har Ek Saans Mein, Teri Khusbu Bas Jaati Hai, Kaise Kahun Tere Bina, Main Jinda Hun, Kyonki Har Saans Se Pahle, Teri Khusbu Aati Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Char Dino Ki Chahat Mein Umar Bhar Ka Intezar Hai, Mohabbat Ek Aisi Majburi Hai Jisme Sab Lachar Hain, Juda Nahi Kar Sakti Ab Maut Bhi Mujhe Teri Yaadon Se, Aur Ek Zindagi Hai Jo Har Pal Tere Liye Beqarar Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Agar Yeh Jeevan Jal Bhi Jaye, Too Aansu Na Bahana Toh Eh Dost, Zeevan Chaahe Tadap Bhi Jaaye, To Phir Bhi Naa Tu Pyar Jataana….
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Dard itna hai ki roo bi nahi sakta hu.main Payas itni hai phir pani pii nahi sakta main Bhook lagi to bohat hai par kha nhi sakta main Yeh kon sa moor par la aaye hai zindagi mujay nind aaye to bohat hai phir see soo nhi sakta mein
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Ashqon Ke Rang To Mere Aaj Bhi Feekey Hain, Tanhai Mein Bhi Jiney Key Kuch Tareekey Hain, Eik Waqt Aisa Nahi Hota Ke Bhool Jaayen Tujhe, Bas Muskaraney Ke Bahane Maine Bhi Seekhey Hain, Hamney To Andheron Me Jalney Ki Kasam Khayi Hai, Aur Harwaqt Teri Yaadon Ke Ujalon Me Bhi Bheegey Hain, Ek Tum Hi To Kahin Nahi Jaatey Merey Dil Se Nikal Kar, Pehle Tum Aatey Ho Dil Mein, Aur Dhadkane Peeche Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Wo Meri Tamaam Wafaon Ka Sila Kuch Is Tarah Se Deta Hai Baat Karke Kuch Aisi Mujhe Meri Nazron Se Gira Deta Hai Khyal Rakhta Hai Wo Mera Kuch Is Tarah Se Ke Zubaan Ke Nashtar Se Mujhe Maar Deta Hai Wo Teri Baat Phaans Ban Kar Atak Jati Hai Mere Dil Mein Wo Kabhi Kabhi Bin Maut Mujhe Maar Deta Hai Banti Hai Phir Meri Zaat Hi Shikwe Shikayaton Ka Mehwar Yoon Lagta Hai Mujhe Wo Mere Hone Ki Saza Deta Hai Na Jaane Kaise Sehta Hai Wo Mere Wajood Ko Mujhe Apne Upar Bojh Qaraar Deta Bhool Jati Hoon Main Bahut Jald In Jiyation Ko Wo Jab Aik Bar Mujhe Dekh Kar Muskura Deta Hai… Chandni
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Log phoolon se mohabbat karte hai, kaaton ko kisne yaad kiya, hum kaaton se mohabbat karte hai, kyunki phool ne hume barbaad kiya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Hasaata Hai Mujhko Aur Fir Rula Bhi Deta Hai Kar Ke Wo Mujh Se Wade Aksar Bhula Deta Hai Ajab Mizaj Hai Uska Mohabbat Bhi Karta Hai Phir Nazron Se Gira Bhi Deta Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS