• Categories
  • Sad SMS   192
  • Koi Rasta Nahi Dua Ke Siva Koi Sunta Bhi Nahi Khuda Ke Siva Maine Zindagi Koi Kareeb Se Dekha Hai Dost Muskil Mein Koi Sath Nahi Deta Aansu Ke Siva
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Hai Tumari Wafaon Pe Mujhko Yaqeen, Phir Bhi Dil Chata Hai Mere Dil Nasheen, Yunhi Meri Tasalli Ki Khatir Zara, Mughko Apna Banane Ka Wada Karo…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • True Lines On Zindagi.. Rishte or Raste zindagi ke do pahlu hai kabhi rishte nibhate-2 raste kho jate hain Toh Kabhi raston par chalte chalte rishte ban jate Hain Kuch ko rishte raas aa jate hain or kisi ko raste..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Gam na kar teri zindagi se hum chale jayenge... Kabhi miloge to najre nahi milayenge, jis din tuje teri galti ka ehsas hoga, us din hum kisi or ke ho jayenge
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Hum Jaante Nahi Kya Hua Hai, Aap Khush Rahein Bas Yeh Hi Dua Hai, Chahat Pal Do Pal Ki Khushi Thi, Aaj Yeh Saja Hai Saja Hai Saja Hai…..
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Koe mila hi nahi jis ko wafa date. Her ik ne dokha diya kis kis ko saza dete. ye humara zarf tha k khamosh rahe dastan sunate to mehfil ko rula dete.
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Is Se Pahle Ki Saare Khwab Toot Jaayein , Aur Yeh Zindagi Hum Se Rooth Jaaye, Ek Doosre Ke Pyar Mein Kho Jaayein Iss Kadar , Ke Hum Saare Ghamon Ko Bhool Jaayein…. Love Shayari - Related To: Pyar, Zindagi
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Os Ki Boonde Hain Ya Aankho Mein Nami Hai Na Upar Aasmaan Hai Na Niche Zameen Hai Jaane Ye Kaisa Mod Hai Zindagi Ka Apki Zarurat Hai, Aur Apki Hi Kami Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Ye Jhuth Hai Ki Mujhe Pyar Kiya Hai Tune Per Zindgi Ko Meri Barbaad Kiya Hai Tune Main Bada Chaahne Wala Tha Tera Dhokha Jise Sare Bazaar Diya Hai Tune…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • मौसम बदल रहा है तुम अपना ख्याल रखना, . . . . . . . (◦.◦) <) )> _/ /_ बदलता मौसम और बदलते लोग बहुत तकलीफ देते हैं...
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Zubaan Khamosh Ankhon Mein Nami Hogi Yahi Bas Ek Dastan-E-Zindagi Hogi Bharne Ko To Har Zakham Bhar Jayega Kaise Bharegi Wo Jagah Jaha Teri Kami Hogi
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Wo Mujh Tak Aane Ki Raah Chahta Hai Lekin Meri Mohabbaton Ka Gawah Chahta Hai Khud Aate Jaate Mousamo Ki Tarah Hai Aur Mujh Se Mohabbat Ki Intiha Chahta Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Chalo Jaan Dene Ki Zidd Na Karenge, Zulfo Me Unki Zindgi Basar Karenge, Par Jao Ja Kar Unko Koyi To Samzao, Kisise Muhabbt Ka Iqrar Na Karenge…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Tum Hi Tum Tadpo Na Hamein Tadpaao, Do Roohein Milne Do Ek Jaan Ban Jaao, Deti Ho Meri Bhool Ki Itni Badi Saja, Thukra Ke Mera Pyar Na Ban Jaao Bewafa…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • कितना गुस्सा आता है ना :angry: जब हम किसी का बहुत टाइम से वेट कर रहे हो :bow: और वो हमसे मिलते ही कहे उससे कही जाना है! :sleepy:
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS , Sad Whatsapp Status
  • Darguzar Uski Har Khata Kar Di Humne Uske Haq Mein Aaj Phir Dua Kar Di Humne Ek Lamha Bhi Nahi Laga Khone Mein Jisko Pane Mein Sari Zindagi Gujar Di Humne
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Dil:heart: Ka Dard Chhupana Kitna Mushkil
    Hai, Toot Kar Fir Muskurana:blush:
    Kitna Mushkil Hai, Door Tak Jab
    Chalo Kisi Ke Sath:couple: Mein Fir
    Tanha Laut Ke Aana:walking: Kitna Mushkil Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS , Sad SMS