Husband & Wife dono market gaye
to Ek Ladki ne bare pyaar se HELLO kiya...
.
.
.
Wife: kaun thi wo??
.
.
.
.
.
.
.
Husband: Tum plz dimag kharab mat karo,
.
.
.
abhi usko bhi batana hai ki tum kaun ho ??
Boy: I Love U..
.
.
Girl: Sorry But I Love Sum1 Else.
.
.
Boy: Ok Your Happiness Matters
Me More Than Ur Love.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Moral: Moral Voral
Kuch Nahi Jaha Apni Bezzati Ho Rahi Ho,
Waha Acha Dialogue Maar Ke Kaam Chalana Chahiye.
Suhagrat Ke Bad,
Pati Apni Patni Se Bola
.
Pati : Ary Khoon To Nikla Hi Nhi "
.
.
Patni Ne Ghusse Mein Aakar Jawab Diya
.
.
Patni- " Kyun Harami Tune Andar Teer Mara Tha Kya ?" :-P :-P
मंडप में दुल्हन को सिर झुकाए बैठा देख एक
बुज़ुर्ग महिला बोलीं,
“बहू कितनी सुशील और संस्कारी है, जब
से बैठी है, सिर नीचे किए हु़ये है । एक
बार भी नज़रें उठा कर नहीं देखा ।”
पीछे से आवाज़ आई,
“माँजी....दुल्हन whatsapp पर online है
Student- Sir Sab Log Hindi, English, Urdu,
Me Bolte,
Maths Me Kyu Nahi.
Teacher - Jyada 3,5 Na Kar 9,2,11 Hole Nahi To 4,5 Jab Dunga To 6 K 36 Dikhne Lagenge.
कितना रोया था वो शक्श अपनी मेहबूबा को मोबाइल गिफ्ट करके !! जब 3 बजे रात तक वो सुनता रहा...... . . . . . आपके द्वारा डायल नंबर दूसरी लाइन पर व्यस्त है ।।:joy::joy::joy::joy::joy::joy::joy::joy::grimacing::grimacing::grimacing::joy::grimacing::joy::grimacing::joy:
Two girls are traveling in a train...
.
.
Girl-1: Tujhe kaisa pati chahiye ?
Girl-2: Mujhe Crorepati chaiiye
.
.
Girl-1: Crorepati na miley to ?
Girl-2: 50 lakh ke 2 pati chalenge
.
.
Girl-1: 50 lakh ke na miley to?
Girl-2: 25 lakh ke 4 pati bhi chalenge
.
.
.
.
.
.
.
UPPER birth pe soya hua Pappu bola:
JAB YE 1000 RUPAYE
PE AAYE TO MUJHE UTHA DENA DOSTON..!!!
Arranged Marriage..
Rs.6,00,000 Shadi
Rs.4,00,000 jewellry
Rs.50,000
Shadi ki Rasme
total
Rs.10,50,000
.
.
.
Love Marriage
Rs.100 ka Stamp paper
Rs.20 Notary
Rs.50 ki Varmaala
Rs.20 ka Photo
Total Rs.190
Paisa apka
Pasand apki
Faisla apka
jago grahak jago
lover k sath bhago :P :D
Husband Aur Wife Mein Baat Cheet Band Thi,
Subah Husband Ko Jaldi Jaana Tha..
Usne Raat Ko Paper Par Likha:
Mujhe Subah 5 Baje Utha Dena
.
.
Aur Paper Wife Ke Takiye Ke Paas Rakh Diya..
.
.
.
Subah 8 Baje Jab Utha To Dekha
Uske Upar Bahut Saare Paper Pade The Aur
Sab Par Likha Tha,
"Uth Jao 5 Baj Gaye"
"Pls Uth Jao, Warna Late Ho Jaaoge"
Psychology ka practical ho raha tha.
Professor ne 1 Chuhe k liye 1 tarf CAKE aur dusri trf CHUHIYA rakh di.
Chuha fouran Cake ki trf lapka.
Dusri bar Cake ko badal kr ROTI raki.
Chuha Roti ki trf lapka.
Is tarah kai bar food-item badle magar Chuha hr bar food ki trf bhaga.
Profesr: Bas, sabit ho gya ki BHUKH hi sbse bdi taqat h.
Itne me last row ki bench se awaz aai
Sir, 1 bar Chuhiya badal k bhi dekh lo,ho skta h wo uski “BEHAN” ho..!
Backbenchers Rockz