Ek Aurat Apni Padosan Ko Bata Rahi Thi
Aurat: “Tujhe Pata Hai, 20 Saal Tak Meri Koi Aulad Nahi Hui”
Padosan Hairani Se: “To Phir Tune Kya Kiya?”
Aurat: “Phir Main 21 Saal Ki Hui To Mere Papa Ne Meri Shaadi Kardi ….. Phir Ja Ke Munna Hua“
By : Meena Mishra
Biwi Ke Mahine Bhar Ke Kharche Se Tang Aakar
Pati :- Mahine Bhar Me 1 Kilo Lipstic Kaha Jati Hai?
Biwi :- Jhoot Mat Bolo
750 Gm To Tum Hi Chat Lete Ho.
IN SINGING STUDENT LIFE------
School: Ye Duniya Ye Mehfil MereKaam Ki nahi…
Tution: Idher Chala Main Udher Chala Janey Kahan Main Kidher Chala.. .
Maths: Ajeeb Daastaan Hai Ye Kahan Shuru Kahan Khatam..
Science: Aa Khushi Se Khud Khushi Karle…
Exam: Choti Choti Raatein Lambi Ho Jaati Hain.. .
Result : jab dil hi toot gaya ham jeeke kya kare…
Pass: Aaj Lagta Hai main Hawa Mein hoon Aaj Itni Khushi Mili hai…
Fail: Chann se Jo Tootey Koi sapna jag soona soona laagay jag soona lage.
SKT
Dil kholo-Pyar lo,
.
Dimag kholo-Gyan lo
.
Aankhe kholo-khawab lo
.
Hont kholo-muskan lo
.
Kapde kholo aur ...
?
Naha lo yar garmi bahut hai...
humesa Galat mat socha kro.
Raavan ki 20 aankhen thi lekin
nazar sirf 1 aurat pe,
Aur aap ki sirf 2 aankhen hai lekin
nazar har aurat pe,
replay
Toh batao asli Raavan kaun hai ???
Lady Teacher: Mujhe Bachon ki Shakal
se pata lag jaata hai ki Unke Dimag
mai kya Chal raha hai.
.
.
Student: "Fir bhi Ap Apna Dupatta
sahi nahi kr rahi ho!
A Lady Comes To A Fruit Wala
Lady: “Hey Fruit Wale Bhaiya, Give Me Some
Potatoes Fever.”
Fruitwala Shocked: “O Meri Maa Ye Potatoes Fever
Kya Hota Hai?”
Lady: “O Maaye Gaad, You Dan’t Know Potatoes
Fever.”
Fruitwala: “Bhen Ji Chahiye Kya Aapko?”
Lady: “You Literacy Pupil, Potatoes Fever Matlab
‘Aaloo Bukhara‘.“
बंता की टूटी हुई टांग देख कर
संता,”तुम्हारी टांग कैसे टूट गई?”
बंता: क्या बताऊं यार, कल दारू कम पी थी,
इसलिए।
संता: दारू कम पीने से टांग कैसे टूट सकती है?
बंता: सीधी सी बात है, अगर
मैंने छक कर पी होती तो मैं ठेके पर
ही लुढ़क गया होता। कम
पी थी इसलिए घर आने के लिए निकला और
रास्ते में गढ्डे में गिर गया।
EK STUDENT KI KAHANI :-
.
.
Kal raat book meri taraf dekhti
rhi,
.
Aur nind mujhe apni taraf
khichti rhi,
.
Nind ka jhoka mera man moh
gaya,
.
.
.
.
.
.
.
.
Aur kal raat fir ek honhar studnt
bina padhe so gaya..
Boy 2 Girl- tumhara naam kya hai?
.
.
Grl- meena, or tumhara?
.
.
Boy- kamina.
.
.
Grl- jhut mat bolo.
.
.
.
Boy- le.! Tu 5 min pass me baith k
dekh le...
Tu isi naam se bulaaegi..
..
Hahahah
Boys rocks
Gabar:- Kitne Admi the?
Samba:-Sarkar 2
Gabar:- Mujhe ginti nahi ati, 2 kitne hote he? Samba:- 2 1 ke Baad ata he.
Gabar:- aur 2 kpehle?? Samba:- 2 k pehle 1ata hai.
Gabar:- To bich me kaun ata hai?
Samba:- Bich me koi nahi ata.
Gabar:-To fir Dono ek sath Q nahi ate?
Samba:- 2 1 k bad hi aa sakta hai kyun ki 2 1 se bada hai.
Gabar:- 2 1 se Kitna bada hai?
Samba:- Ulluk patthey, Kaminey goli marni hai to maar de, Maine 13 namak khaya hai, chvanprash nahi
ek ladki ko ek jadu ka chirag mila
Us ne us ko ragda to ek Jin nikla,
.
Jin ne kaha:3 khwaishe
batao,
.
ladki :1 khubsurat Aalishan ghar
ho,
Ghar aa gaya,
.
ladki - dusri ghar main bahut amir
log rahte hoo
Log Aa gaye,
.
ladki - ab us ghr me jo jawan ladka hai, usko mera bf bana do