• Categories
  • Funny Jokes   4862
  • Girl- tum bohot besharam hO :@ . . . . . . . . . . . . . . . . Boy- wo to main bachpan se hi hu main to paida bhi nanga hi hua tha Boys always rock...thoko like :-D ;-)
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • अभी संस्कार टीवी पर प्रवचन चल रहा था !! "हानि लाभ , उतार चढ़ाव ये सब जीवन के पहलू है" अब सोच रहा हूँ बाबा जी , जीवन दर्शन की बातें कर रहे थे . . . . या फिर पेट्रोल के दामों की ???
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Mukesh Ambani:" Agar main subah se apni car me niklu to sham tak apni aadhi property bhi nahi dekh sakta, . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . Pappu:" Hamare paas bhi aisi khatara car thi, Bech di.. :P :
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Obama:Tujhe swiming ati h? . . Lalu:Na! . . O:Tere se to kutta acha h jo swim kr leta h . . . L:Tumko ata h? . . . . O:Ya! . . . L:Sasura fir tohre m aur Kutta m farak ka hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • G.f romantic mood me santa se..... .."feel me like wife"... .. Santa kapde utarkar.... .. .. .. .. .. .. .." le ja saali aur fata fat dho k la".....:-*
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • अमरीकी : मोबाइल हमारी खोज है। चीनी : सिम कार्ड हमारी खोज है। जापानी : मैसेज (SMS)हमारी खोज है। कोरियाई : ब्लूटूथ हमारी खोज है। . . . . . . . भारतीय : मिस्डकाल हमारी खोज है।
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Ekbaar Bhagwan Ne Aadmi Ki Memory Clear Kar Dali.. Aur Poocha, Kuch Yaad Aa Raha Hai Kya? Aadmi- Sirf Biwi Ka Naam. Bhagwan Hasa Aur Bola. Format Kiya Par Virus Nahi Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Husband: Sunti Ho, Meri Maa Aayi Hai. Wife: Ye Bhi Na Jab Dekho Yahin Aa Jaati Hai Ab Kya Kaam Hai? Husband: Are 2kg Pyaaj Bhi Layi Hai. Wife: Aap Bhi Na... Pehle Nahi Bolna Tha Maa Aayi Hain. Kabhi Kabhi To Pyaar Aur Ashirwaad Naseeb Hota Hai Badon Ka.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Shadi mein dulhan ko ghungat mein kyu rakha jata hai????. nai pata... socho socho!!!!. taki kisi k muh se ye na nikal jaye ki ? abe ye to meri girl frnd thi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Jhoot Kehte Hain Log Ki Mohabbat Sab Kuch Cheen Leti Hai.. Par Maine To Mohabbat Kar ke Dosto Gamo Ka Khazaana Paa Liya Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • ?4 Saal lagte hain ek insaan ko engineer ban-ne mein... . . . . . . . . . . . .Phir Chahay saari zindgi laga lo... . . . . . . . . . . . Wo wapas insaan nahi ban sakta...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Matlabi ladki se acchii to meri cigrette he Dosto, Jo mere honto se apni zindgi shuru karti he or mere kadmo k niche apna dum tod deti he..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Kal Raat Chand bola- Tumhra Dost Tumhe Msg Nhi bhejta Tum b mat bheja karo Mai gusse se bola- Oye..! Tameez se baat kar, Koi-koi dost, Gareeb Bhi hote h
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Lady to riksha- bhaiya andar tak jayega kya riksha-ha ha kyu nhi aap hi ke liye to khada kiya h. lady- ok to piche se ghuma ke le lo
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • DABAANG Style.. . SIR:"Pappu tumhare saare ans galat hai.. . Pappu:"kamaal karte ho sir jee marks hi to maang rahe hay, pyar se de do warna thappad maar ke bhi le sakte hai.. . SIR:"Battamiz.. -!! . Pappu:"Battamiz -se yaad aya sir aapke pitaji kaise hai.. ?? . SIR:"nikal ja class se.. . Pappu:"Chup-cha -p marks de do warna ans sheet may itne ched karunga ki confuse ho jaoge ki fail kahan likhe aur zero kahaan likhe..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • C :- Common O :- Oper@t!ng M :- M@ch!ne P :- P@rt!cul@rly U :- U$ed 4 T :- Techn!c@l E :- Educ@t!on@l & R :- Re$e@rch
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Aaj kal k raam aur ravan ka fight k liye philmi diolog se jhagda keise karenge dekho niche raam- a a a anjli tum nehi somjhoge sita-thapad se nehi saheb pyare darte hen ravan-ek warjo mene comitment karli to phir meaapne aap ki v nehi sunta raam-maa kasam ek ek ko chun chun k maarunga ravan-me tereme itna ched karunga k tu confuze hojayega saans kahan se le aur . . . . . . . .sorry bhul geya kat it kat it.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Dhoka Mila Jab Pyar Mein,.. . . . . . . ..Zindagi Mein Udasi Cha Gayi,.. . . . . . . .Socha Tha Aag Laga Denge Is Duniya Ko,.. . . . . . . . ...To Kambhakt Colony Mein Dusri Aa Gai...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Girl (sharmate hue): Ye Pyar kya hota hai? Boy: pyar ka rishta 2 insano me wohi hota hai jo cement or rait ke darmiyan pani ka hota hai For Example Ladka = Cement Ladki = Rait Love = Pani ab agar cement or rait ko Aapas me mila diya jaye to wo strong nahi honge lekin agar in me pani mix kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta. . . . Girl (hanste hue): kamine tu shakal se hi Mistri lagta hai.??
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes