• Categories
  • Funny Jokes   4862
  • kamar jitni bhi patli ho maza utna nasheela hai. chalega jo bhi ho aankhon ka rang kala ya neela hai, ishq k naam pe kerte sabhi ab RASLEELA hao.. main karun to saala character dheelaa hai :p
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • पत्नी ने अपनी माँ को फोन किया. मम्मी मेरा उनसे झगडा हो गया है. मैं 3-4 महीनों के लिये घर आ रही हूँ. . . . अब दिल थाम लो.... . . . . . . . . माँ बोली: झगडा उस कम्बख्त ने किया है तो सजा भी उसे ही मिलनी चाहिये. तू वहीं रुक... . . . . . . . . मैं 5-6 महीनों के लिये आ रही हूँ
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Hrithik ki film hit ho ya na ho . . . . . . . . . . . unka aur unke pita ka naam hamesha Roshan hi rahega‼
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Har Pal, Har Waqt, Har Din, Har Lamha, Har Aahat, Har Ehsaas Aur Dil Ki Har Dhadkan Keh Rahi Hai. "Baap Re Baap Kya THAND Pad Rahi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • jabardast Joke.. Bnta to Snta..;)) Bnta:"Yaar Snta Maan lo ap bus me safar kr rhe ho..Apke pet me jabardast gas ban gyi h.. Itteffak se gana jor se baj rha h.. . Aur mauke ka fayda uthate hue aapne v bade smartly trick se gane ki dhun me dhun milate hue releas kr di.. . Aur kisi ko pta v nhi chla..:p jab aap utarne lage to aapne dekha sab aapko ghoor rhe h Aur achaanak aapko yaad aaya ki.. . . . . . . . Gana to aapne Headphone par Chalaya tha...:p:D :O :D
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Teacher: Aaj tum late kyu aaye? School 7 baje shuru hota he... . . .Funny Kid: Madam, Aap meri fikar mat kia karo, School shuru karwa dia karo.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • अर्ज किया है -: मेरी किस्मत मेरी तकदीर हो गयी, . . मेरी किस्मत मेरी तकदीर हो गयी, . . . हमने उनकी याद में इतने ख़त लिखे कि वह ‘रद्दी’ बेचकर ही अमीर हो गयी.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Patni: sharam nahi aati, dusri Aurat ko ghur ghur kar dekh rahe ho..! Ab tum shadi shuda ho.. Pati: aisa kaha likha hai ki upwas Ho to khane ka menu bhi nahi Dekh sakte.-
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Santa ke lips jale hue the . . Banta: Kaise jale . . Santa: Wife ko railway station drop krne gaya tha. . . Banta: To? . . Santa: Khushi ke mare.Train ke engine ko choom liya
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • ♥••• Koi Wada Nahi Phir Bhi Tera Intezar Hain •••♥ . ♥••• Judai Ke Baad Bhi Tujhse Pyaar Hain •••♥ . ♥••• Tere Chehre Ki Udasi De Rahi Hai Gawahi •••♥ . ♥••• Mujhse Milne Ke Liye Tu Bhi Bekarar Hain •••♥
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Wife: "Main bazar ja rahi hoon, mujhe 50 Rupay ki zaroorrat hai!" Husband (ghusay se): "Tumhen Rupay se ziada aqal ki zaroorat hai!" Wife: "Aapse wohi cheez mangi hai, jo aap k pass mojood hai!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Patni Kapde Dhone Lagi To Achanak Se Pati Ki Shirt Utha Kar Gusse Se Puchha. Patni: “ Ye Aap Ki Shirt Par Lipstick Ka Nishan Kahan Se Aaya? ” Pati: “ Arrey, Main Khud Hairan Hoon, Mene To Us Waqt Shirt Utari Hui Thi “
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Software Enginers Film banayenge to naam kya hoga 1)Munna Bhai c++ 2)kabhi CD kabhi floppy 3)Hamara Mouse apke paas he 4)Software Mil Gya
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Meri Galtiyo Ko Wo Maaf Kar Deti Hai.. . . . . . Bahut Gusse Me Hoti Hai ToBhi Pyar Deti Hai. . . . Hotho Pe Uske Hmesha DuaHoti Hai. . . . . . Aisi Sirf Aur Sirf “Maa” Hoti Hai..♥
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Aaj To Maa Ne Bhi Saaf Bol Diya, . . . . . . . . "Beta,Wife Aisi Lana Jo Facebook Na Use Karti Hon, . . . Ghar Mein Aur Kuch Kaam Bhi Hote Hai.".. :)
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • A Little Kid Asks His Father, "Daddy, Is God A Man Or A Woman?"

    "Both Son. God Is Both."

    After A While The Kid Comes Again And Asks, "Daddy, Is God Black Or White?"

    "Both Son, Both."

    The Child Returns A Few Minutes Later And Says, "Daddy, Is Michael Jackson A God?"
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Gal: Is dress ka kya price hai? Shopkeeper: Sirf 5 kiss. Girl: Aur us dress ka? Shopkeeper: 10 kiss. Girl: Dono dress pack kar do, bill dadi dengi. Bechara....
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Exams ke ek din pehle mujhe hosh aaya socha meine bohot aur cheating karne ka plan banaya.. . . . bathroom mein kardi meine cheating ki setting aur ab bus karni thi mujhe bathroom jane ki acting.. Exam paper dekh ke meri ankhon ke aage andhera chaya.. kya bataon paper tha physics ka aur mein chemistry le aaya... :p :O :D :D
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Pappu chemist ke pass gaya aur bola: bhai kuch help chahiye chemist: haan bolo? aur Pappu ne Apni davai ki bottle me se ek chamach chemist ko pila ke pucha: meetha hai kya? Chemist: nahi to, kyu kya hai ye. . . . . . . Pappu: bas yahi puchna tha, doctor ne kaha tha ki chemist ke paas jakar URINE Test karwa kar pata karo ki URINE me sugar hai ke nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • ladka - apne pita se pitaji aap humein school kisliye bhejte hain. . . . pitaji - ek achha insaan banane ke liye. . ladka - par sir to humein murga banate hain.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes