Traffic Police Wali Ne Suhagraat K Baad
Husband Se Rs.600 Ka Jurmana Manga!
Husband: Kis Liye?
Wife: 100 Overspeed K,
200 Wrong Side K Or 300
Bina Helmet K.!
Zoo ke andar :-
english medium school ke bacche:
"Oh !!! Wow.. Look a monkey is sleeping..
Lets not disturb him ..."
.
.
.
Hindi medium School ke bacche,
" DEKH TERA BAAP SO RAHA HAI....
PATTHAR MAAR SAALE KO
No.3 कुत्ता : हाँ भाई खा आया, बड़े भले लोग हैं.. .तबियत से खिलाया....! अरे वो तो आने ही नहीं दे रहे थे..!! ????????????????????????????????????????????????
Sapne the, sapno k aap sahil hue,
Na jane kaise hum apki pyaar k kabil hue,
Karazdar rahege hum uss hasin pal k,
Jab aap hamari zindagi mein shamil hue.
Akhbar main aya kay 50% pathan bewakof hotay hain….
Is par pathano nay hartaal ki…
Phir akhbar main aya kay 50% pathan bewakof nhe hotay…
To is par mamla thanda hogaya…
Geo pathan
Teacher:
Insaan Wo Hy Jo dusron K Kaam Aaye.
.
.
.
.
.
Papu:
Lekin Exam K Waqt Na To Aap Khud
Insan
Banti Hain, OR Na dusron Ko Insan
Banne
Deti Hain..
Fulo Ki Mahak Ko Churaya Nahi Jaata
Suraj Ki Kirano Ko Chhupaya Nahi
Jaata
Apni Girlfriend Kitni Bhi Achchhi Ho,
Dusre Ki Girlfriend Ko Bhulaya Nahi
Jaata……
1 ladke ko ladki se pyar ho gya lekin
ladki ne use thukra dia
.
Ladke ne kaha tum 10 din k andar
mujhse muhbbat ka iqrar kro gi
.
.
Or ladka din rat barish me dhoop me
us k ghar k samne khada raha
.
9 din k bad ladki ko sach me ladke ki
mohbbat ka ahsas ho gya us ne socha
subha pyar ka iqrar krun gi lekin jab
wo ladke ko milne gyi to ladka use
wahan na mila aur 1 kagz mila jis par
likha tha
*
*
Tere chakkr main teri bahen set ho
gyi hai
.
.
Sorry Saali Sahiba
Bhikhari :- Khana Dedo,
Aadmi :- Tamater Khao,
Bhikhari :- Roti Dedo,
Aadmi :- Tamater Khao,
Bhikhai :- Ok To Tamater Hi Dedo,
Aadmi Ki Wife Boli :- Ye Totale Hai,
Kah Rahe Hai Kamaker Khao.
Doctor: Jab Aapko Pata Tha Ki
Chipkali Aapke Muh Me Ja Rahi
Hai, To Aap Chhup Kyu Thay..?
Mariz: Pehle Cocroach Gaya
Tha To Mujhe Laga Ki
Chipkali Usko Pakad Legi..!
PapPu ne ek aadmi ko thappad mar diya,
Man- Meri galati kya hai?
.
.
.
.
.
.
.
PapPu:- Saale tu kya smajhta hai,
main teri galati ka intjar karta rahunga.
Taza Hawa k Lye Main Thori chat Pe Kia Gia
Faraz
logo Nay Shor Macha Dia Ramzan ka Chand Nazar Aa Gia h..........
O sabar Karo 2 din baki Hain
Happy Ramzan ul Mubarik