shadi ke 7 sukh
1.subah subah garm pani milega (bartan dhone ke liye)
2. pyare pyare bche milenge (aapko gdha bnane ke liye)
3. har roz biwi aapse pyar se bolegi (rashan lane ke liye)
4. biwi aapki baho me bahe dalegi ( khrcha pani ke liye)
5. aap gana gana shuru kr doge (bacho ko sulane ke liye)
6. wo roj tyar hokar samne ayegi (shoping jaane ke liye)
7. aapko bi whisky ka maza ayega (kuch der gum bhulane ke liye)
NO LIFE WITHOUT WIFE...
After Watching RAANJHANA Main
Is Conclusion Per Aaya Hoon
Ki,
"Zoya Naam Ki Ladki Se Jis
Kisi Ne Bhi Pyaar Kiya Wo
Kutte Ki Maut Mara..!!"
Example:
JANNAT,
ISHAQZAADE
& Now RAANJHANA..!!
Jindagi behaal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hadtal hai,
yaar kuch to bhejo ye meri,
mobile ki zindagi ka sawaal hai.
Bhikari Car Me Bethi Madam Se:
Madam, 10Rs De Do.
Madam: Ye Lo! Bhikari Jane Laga.
Madam: Arey DUA to Do Bhikari:
Car Me To Bethi Ho, Ab Kya rod Pe Bethogi?
Santa shadi me gaya.
vahan plate ke sath tissue paper tha.
Santa ne socha ye bhee khane kee cheej hai.
jaise hi vo khane laga.......
baki sab Banta, Ghanta ur Tanta chillaye.....
oyye ainu na khayi "FEEKA HAI.".
Ek din pappu samundar me
naha rha tha tabhi achanak dubne lagta hai Doobne laga to usne pooja ki..
.
"Hey bhagwan,
agar me bach gaya to garib logo
ko Biryani khilauga..:))
.
.
tabhi Ek jordaar Lehar aayi or usko sahil par phenk diya Pappu ne upar dekh k kaha,
.
.
Kaunsi biryani or waha se jane laga...:p
.
.
.
Ek aur lehar aayi or pappu ko wapis le gayi..:((
.
.
.
to pappu kehne laga:"Mera mtlabtha k chicken
biryani ya mutton biryani".
Malkin apni nokarani se;
Muje lgta hai ki tere malik ka,
Office me kisi ldki ke saath chakar hai.
Nokarani; nhi malkin aisa mat kho,
malik mje dhoka nhi de sakte.
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?"
circuit:"simple bhai ,pathar mar kar dekho,
ager bhaga to bakra aur ager bhagi to bakri.
Girl - Na kar mera picha
pachtayga,
college get par chaat ka thela
lagayega
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy - Na thukra mere pyar ko
pachtaygi,
aur ussi thele pe bartan maanjti
najar ayegi
Ek Indian boy ne 1 Chinese girl se shadi ki.
Ek saal baad hi wo mar gayi
Usko rota dekh uska dost bola-
afsos hua yaar,
par soch china ka maal or kitna chalega?
Kanjoos baap k bete ne kha:
"Papa meri GF pregnant ho gayi h.
50,000 mang rhi h,
CHUP rehne ke"
Kanjoos ne khamoshi se paise de
diye.
2 mahine baad dusra beta bola:
"Meri GF pregnant h 75,000 mang
rhi h.
Kanjoos ne khamoshi se de diye.
6 mahine baad
Kanjoos ki kuwari beti boli:
"Daddy, I am pregnant!"
Kanjoos ne usko gale se Lagaya
Aur beti ka maatha chum ke kaha:
"Shabaash beti,
Ab paise lene ki baari hamari hai":-P
Nepali : Saab ye shaam singh ka mobile kaha milega
Salesman : Pata nahi
Nepali : Saab ji TV me ad to isi dukan ka hai.
Salesman : Abey ye sham singh nahi, SAMSUNG hai!!