Na Muskurane Ko Jee Chahta Hai,
Na Kuch Khane-Peene, Na Sone Ko Jee Chahta Hai,
Ye Garmi Ab Bardaast Nahi Hoti,
Sab Chhod Kar Ab Shimla Chale Jane Ko Jee Chahta Hai.
Na janne kab koi taara toot jaaye.
na janne kab koi annsoo aankh se choot jaaye.
kuch pal hamare sath bhi hass lo
na jaane kab tumhare daant toot jaaye..
Santa: Sabji Lene Gaya,
Sabji Wala Sabji Per Pani Chidak Raha Tha,
Santa Intezar Karta Raha, Jab Kafi Der Ho Gayi To Bola, “Agar Inhe Hosh Aa Gaya Ho To Ek Kilo Tol Do”…
Mohabbat karli tumse bahut sochne k bad,
Ab kisiko dekna nhi tumhe dekhne k bad,
Dunia ch0d denge tmhe pane k bad,
Khuda maff kre itna jhoot bolne bad.
Jindagi Behaal Hai, Sur Hai Naa Taal Hai, Msgbox Bhi Kangal Hai, kya Aapki Sms Factory Me Hadtal Hai, yaar Kuch To Bhejo Ye Meri, mobile Ki Zindagi Ka Sawaal Hai…
Na ishq kar mare yaar
yeh ladkiya bahut satati hai,
na karna in par aitbaar
yah kharcha bahut karwati hai,,
recharge tum karwa ke dete ho
aur number mera lagati hai …
Haste dilo me gham bhi hai,
muskurati aankhe kabhi nam bhi hai,
dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke,
kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai…
Julfo Me Foolo Ko Saja Ke Aayi Hai,
Chehare Se Dupatta Utha Ke Aayi Hai,
Kisi Ne Puchha Aaj Badi Khubsurat Lag Rahi Ho,
Mane Kaha Shayad Aaj Naha Ke Aayi Hai…
Ye Zindagi Tere Saath Ho,
Ye Arzoo Din Raat Ho
Mai Tere Sang Sang Chalu,
Tu Har Safar Mai Mere Sath Ho
Mai Kanto Par Bhi Chal Padu,
Tere Pyar Ki Jab Barsat Ho
Kabhi Sham Dhale Jab Hum Mile,
Na Din Dhale Na Raat Ho
Ye Zindagi Bas Tere Sath Ho.
lv