Shaadi Karne Waale,
Kyon Kaath Mein Pair Fansaya,
Bazaar Mein Doodh Bahut Tha,
Kyu Bhains Khareed Laya,
Nadan Hai Woh Jo Mohabbat Kiya Karte Hain,
Hoshiyaar Hai Woh Jo Maje Liya Karte Hain,
Jis Dil Se Tumhe Chaha Woh Dil Hamara Tha,
Tumne Hamein Chaha Woh Dil Udhar Ka Tha…
Wo Ho Jo
JANUARY: Ki Dhoop Ho
FEB: Ki Sham Ho
MARCH: Ki Khusbo Ho
APR: Ki Hawa Ho
MAY: Ki Subha Ho
JUNE: Ki Chaaown Ho
JULY: Ki Barish Ho
AUG: Ki Taroon Bhari Rat Ho
SEP: Ki Rim Jhim Ho
OCT: Ki Chandni Raat Ho
NOV: Ki Bahar Ho
AUR
DECEMBER:
Ki Sard Shaam Main Hamare Sath Ho.
Har dum yaad rakhenge tumhe STAR PLUS ki tarha,
Har pal Bakhabar rakhenge AAJ TAK ki tarha,
Har pal Entertain karenge B4U ki tarha,
Par mujhe Ignore mat karna DOORDARSHAN ki tarha..
Tumhaari yaad dil se jaane nahin denge,
Tumhaare jaisa dost khone bhi nahin denge,
Roz sharafat se sms kiya karo warna ……,
Ek kaan k neeche denge or rone bhi nahin denge…
Apni Haseen Ankho Me
Chupalo Mujko.
Mohabat Agr Krte Ho Tu Churalo Mujko.
Khone Ka Agr Khaof Hai Tou.
Dil Ki Har Dharkan Me Basalo mujko.
Dhoop Ho ya Saya Ho Tere Sath Sath Chalengy .
Yakin Na ho To Azmalo Mujko.
Tere Dukh Ko Seh Len Ge Hans Kr Hm.
Apne Badan
Main aapko chand kehta,
Main aapko chand kehta
Lekin usme bhi daag hai
Main aapko suraj kehta,
Main aapko Suraj kehta
Lekin usme bhi aag hai
Main aapko bandar kehta,
Main aapko bandar kehta
Lekin usme bhi dimaag hai.
उम्र की राह में जज्बात बदल जाते है।
वक़्त की आंधी में हालात बदल जाते है
सोचता हूं काम कर-कर के रिकॉर्ड तोड़ दूं।
कमबख्त सैलेरी देख के ख्यालात बदल जाते हैं
Devu che Dil maru Daan Ma..
Wah.. wah.. wah..
Devu che Dil maru Daan Ma..
Wah.. wah.. wah..
Devu che Dil maru Daan Ma...
Che Koi "Maal" tamara Dhyan Ma..??