Hamne Dhoop Samjhi,
Woh Chhaya Nikali,
Hamne Gaay Samjhi,
Woh Bhains Nikali,
Beda Gark Ho In Beauty Parlaro Ka,
Hamne Toh Unhe Kadki Samjha Tha,
Lekin Woh Ladki Ki Maa Nikali…
Ek ladka ek ladki ko bata rahihai -
Ladka:- Tum bahot shundar ho !
Ladki:- Really .
Ladka:- Tum bahot shundar ho !!
Ladki:- Ok .
Ladka:- Tum bahot shundar ho !!!
Ladki:- Hmm, main jangaya main bahot shundar hoo.
Ladka :- Tum bahot shundar ho !!!!
Ladki :- Oh toh hoo , isski aagai kuchtoh batao .
Ladka:- Jisko dekhkar mari joban par arkuch nahi ata hai .
Anuraj