Arz kiya hai...Udhar aap majabur baithe hain...
Idhar hum khamosh baithe hain.
Baat ho to kaise ho.. Jab dono taraf do kanjush baithe hain.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Agar "TITANIC" picture koi gujarati director banata to uska naam kya rakhta ?
socho... socho...
"Naavdi Dubi Gori Taara Gaam Ma"
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Ek kutta roz ek ladki se milne jata hai
wah wah..
ek kutta roz ek ladki se milne jata hai
ab tum hi batao
YE Rishta kya kehlata hai?
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Hawaye kehti he dosti kr
Fizaye kehti he pyar kar
Bahare kehti he shadi kar
Par
ghar wale kehte hai BAKWAS BAND KAR
or padai kar
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Barish Ka Mousam Bahut Tadpata Hai
Unki Yaad Aati Hai Jinhe Dil Chahta Hai
Lekin Wo Aayein Bhi To Kaise
Na Unke Paas Rain Coat Hai Aur Na Chhata Hai…
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Roz Subha Hum Kehte Hai Unhe Good Morning
Roz Subah Hum Kehte Hai Unhe Good Morning
.
Wo Aise Ghoor K Dekhti Hai
Jaise 1 Error Aur 5 Warning.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Na Muskurane Ko Jee Chahta Hai,
Na Kuch Khane-Peene, Na Sone Ko Jee Chahta Hai,
Ye Garmi Ab Bardaast Nahi Hoti,
Sab Chhod Kar Ab Shimla Chale Jane Ko Jee Chahta Hai.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Aap ki yaad main ek shair arz hai.
Today is Monday, tommorow is Manglwar..
Wah wah
Today is Monday, tommorow is Mangalwar..
I Miss u Yaar.. I Miss u Yaar.. :)
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
SHAYARI BY SARDAR-
jis ke dil me dard hai vo DILDAR hai
jis ke dil me dard hai wo DILDAR hai,
aur
Jis ke sar me dard hai
wo SARDAR hai.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Bhoot1-tu kese mara?
Bhoot2-Jyda thand se
Or Tu?
B1-patni pe shak tha,
pura ghar dhundha koi ni mila,
Sharm se sucide krli,
B2-Freez khol leta to dono bach jate.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
4 Ghante GF ka Wait krne k bad Ladke ne
Arz kia.
Intihaan ho gyi Intezaar ki.
Maa kI Aaaankhh
aise Pyaar ki.!
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
jindagi khushnasib hain unki
jo hr mnjil ko mehnt se pa liye
kathinaeyan to bss mnjil chun ne ki hai
baaki uspr chlne ko bss hausla hi kaafi h
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Kaash koi exam ke rijalt ka insurance kara dete,
To har exam ke pehle premium bhar dete,
Paas hote to thik varna insurance claim to kar hi dete.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Aarz kiya hai,
Khuda bachaye tumhe
in hasino se,
nazino se,
in mahzebino se,
Par in hasino ko
kaun bachaye
tum jaise Kamino se!
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Bank Ke Lootere Bank Mein Ek Sher Farmate Hain,
Taqdeer Mein Jo Hai Vahi Milega
Wah… Wah…
Taqdeer Mein Jo Hai Wahi Milega
Hands Up Koi Apni Jagah Se Nahi Hilega…
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Arz Kiya hai -
.
.
Dil hai sachha aur dimaag hai Kachha
Wah wah wah.
.
Dil h sachha aur dimaagh hai Kacha
Tere msgs nai aa rhe kya bat hai Bachha.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Haathi aur chinti ki shadi huyi
dusre din hi haathi mar gaya
chinti boli wah re allha ek din ka pyar diya
aur sari umar Kabar Khodne ka kaam diya!
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Devu che Dil maru Daan Ma..
Wah.. wah.. wah..
Devu che Dil maru Daan Ma..
Wah.. wah.. wah..
Devu che Dil maru Daan Ma...
Che Koi "Maal" tamara Dhyan Ma..??
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Har dil me hai shirkat hamari,
dil jeetna aadat hai hamari,
kya hua jo call nahi karte,
har mobile ke inbox me hukumat hai hamari.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS