Mohabbat mein jab mujhe Dhoka mila,
To zindagi me charo aur udasi cha gayi,
Socha tha ki AAG laga dunga es duniya ko
Par kambhakt colony mein dusri aa gayi :)
Aye Maut Tujhe Gale Lagana Chahta Hun.
Kitni Wafa Hai Tujhme Aazmana Chahta Hun.
Logon Ne Bahut Rulaya Hai Mujhe.
Tere Sath Mile To Logo Ko Rulana Chahta Hun.
Kal toh hadh hi ho gayi…
Jab main khusi khusi me sadak par apne
kuch dosto ke sath pathake fodne laga to
abhi ek patake me batti chil kar chingari
lagayi hi thi ki samne se ek aunty dikhi
Main aur mere dost sab ek sath chillane lage
Aunty pataka
.
.
Aunty pataka
.
.
Aunty pataka
..
Aunty muskurayi aur boli…
Nahi re paglo, ab pahle jaisi baat kaha
Prosperous & Happy Diwali
STUDENT SHAYARI:
Aasma me kaali ghata chhaai he,
Aaj fir principal se mar khai he,
Sab kehte hey sudhar ja,
Par kya kare aaj madam fir sheela ban ke aayi he...
Ladki Sath Ho To Restaurant Ka Bill
Ladki Door Ho To Mobile Ka Bill
Aur
Ladki Hamesha Ke Liye Hi Door Ho Jaye To
Daru Ka Bill
Isliye Na Lagao Dil, Na Aayega Bill…
Majnu Ko Laila SMS Nahi Aaya
Majnu Ne Do Din Se Khana Nahi Khaya
Majnu Marne Vala Tha Laila K Pyaar Me
Laila Baithee Thee Sms Free Hojane Ke Intezar Me…
Chaman se 1 bichhda hua gulab hu...
.
Mai khud apni tabahi ka jawab hu...
.
Yu nigahe na fero mujhse...
.
Nalayako..Main tumhari hi sangat me barbaad hu...
Ek dukhi girlfriend ne,
apne boyfrnd ke liye,
shayari likhi...
.
.
Phoolo ka raja,
Baharo ka shahzada.
.
.
Dil tor kar chala gaya..
KUTTA KAMINA HARAMZADA.. ;-)
Dil ke mehmaan ban jao,
ankho ke armaan ban jao,
.
hontho ki muskan ban jao,
.
yeh sab bhi ban jana lekin,
.
pehle zara,
.
cartoon se,
.
insaan to ban jao.
Devu che Dil maru Daan Ma..
Wah.. wah.. wah..
Devu che Dil maru Daan Ma..
Wah.. wah.. wah..
Devu che Dil maru Daan Ma...
Che Koi "Maal" tamara Dhyan Ma..??
Yeh jo aag dil me lagi hai use zamane me laga dunga....
Unki doli jo uthi toh .
Toh ?
.
Toh?
.
.
.
Toh?
.
.
Toh ? Kuch nhi..
HANDSUM hu, dusri pata lunga.