• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Duniya Walo Se Chupa Kar Unki Tasveer Bathroom Mein Laga Rakhi Hai, Wah Wah… Duniya Walo Se Chupa Kar Unki Tasvir Bathroom Mein Laga Rakhi Hai, Aur Har Ghadi Unka Didar Ho Isliye Julab Ki Goli Kha Rakhi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • PALKE YO AANKHO KI HIFAJAT HOTI HAI DHADKAN TO DIL KI AMMANAT HOTI HAI YE DOSTI KA RISTA V AJIB HOTA HAI KAVI CHAHAT TO KAVI SHIKAYAT HOTI HAI
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ek kutta roz ek ladki se milne jata hai wah wah.. ek kutta roz ek ladki se milne jata hai ab tum hi batao YE Rishta kya kehlata hai?
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Hawa Ka Jhoka Aaya Teri Khushbu Sath Laya Hawa Ka Jhoka Aaya Teri Khushbu Sath Laya Mai Samajh Gayi Ki Tu Aaj Phir Nhi Nahaya
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Rehne ki yaha sabki aukat nai hoti 2-3 peg (daru) k bina yaha raat nai hoti Ye MUMBAI hai mere Dosto Ishq Or daru k bina yaha baat nahi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zami Pe Suraj Ka Ishara Aaya Hai, Samundar ki Lehro ka kinara Aaya Hai, Aap kyu Gumsum Se Baithe Hai Ab to Muskuraiye, Apke Paas humara sms Aaya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Teri yado ko palko pe sajayege Jb tk zindgi h hr rasm nibhyenge Dene ko to kuch nhi hmare pas Par Teri 32 si todne Tere Ghar tk ayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • STUDENT KE DARD KO UNIVERSITY KYA JANE COLLEGE KE RIVAZO KO PARENTS KYA JANE HOTI HAI KITNI TAQLEEF EK PAPER LIKHNE ME WOH PAPER CHECK KARNE WALE KYA JANE.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • ZiNDaGiYa BarBaaD HoTi Hai To HoNe Do - ZiNDaGiYa BarBaaD HoTi Hai To HoNe Do - My MoM SaYs: "Ye LaDKa PaGaL Hai iSe Jo KarNa Hai KarNe Do"
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Rishtay torr deti hai GF insaan ko tanha kar deti hai GF Naa aanay dena dil ke kareeb kabhi isko kayu ke dil se dharkan ko juda kar deti har GF . . . GF bolay to galat fehmi jo abi apko hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • ना वक्त इतना हैं कि सिलेबस पूरा किया जाए;
    ना तरकीब कोई की एग्जाम पास किया जाए;
    ना जाने कौन सा दर्द दिया है इस पढ़ाई ने;
    ना रोया जाय और ना सोया जाए।
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ajnbi Galiyo Se Gujra Na Kro, . Dard-E-dil Liya Aur Diya Na Kro, . Bacche Ho Abhi SmS K Khel Me, . Barabri "Baadshaho" Se Kiya Na Karo.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arj kiya hai. Delhi ki Garmi se hai Skin meri jali, wah wah Gaur kijiyega Delhi ki Garmi se hai Skin meri jali, . Chura ke Dil mera Goriya Chali..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aap jaise log kuch khaas lagte hain, Dil me har waqt ek aas rakhte hain, Jaane kb ho jaaye mulaqaat aapse, Isliye hm 1 DISPRIN hmesa apne saath rkhate hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Fida chhu eni chal par, ena bolva na taal par, bhale pade mara gal par, pan kahee dau chhoo aakha gam ne, NAZAR na nakho mara maal par......
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dil diya tha mohabbat ki nishani samajh kar, Kambakht wo kha gayi BIRYANI samajh kar, Khoon-e-dil v na chhoda us zalim ne.Wo v pi gayi NIMBU PANI samajh kar.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Usne jo sher mara to wah wah ho gai . Usne jo sher mara to wah wah ho gai.. . Aur . Maine jo sher mara to . to . to . sherni widhwa ho gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Phir bhi na dikhe agar toh chashma badal kar dekh lo!!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS