Ek Baar Santa Apni Biwi Ke Saath Jaa
Raha Tha,
Raste Mein Usse Ek Dost Mila
Jisse Police Ne Pakda Hua Tha.
Santa Ne Usse Puchha: Kya Hua?
Dost: Mene Apni Biwi Ko Maar Dala
Santa Kuch Sochte Huye: Saza Kya
Mili Hai?
Dost: 6 Hafte
Santa: Bass Yaar, 6 Hafte
Santa Ne Aav Dekha Na Taav Fatafatt
Police Ki Gun Lee Or Apni Biwi Ko
Maar Dala
Dost Rote Hue: Abe Sale,
Yeh Tune Kya Kiya?
Puri Baat To Sunta,
6 Hafte Baad Muje Phaansi Ha.
Santa to Banta - tumko kisi se pyar hua hai ?
Banta - haa yaar par vo manti hi nahi,
Kyu kya kaheti he, Kaheti hai "I love u 2"
Pata nahi sala ye dusra kon hai
Teacher To Santa-
Isko Hindi mei translate karo
She is kidding
.
.
Santa hasne lga or table par hi
gir gya or bola.
.
.
.
itna aasaan
WOH BACHE DE RAHI HAI ...
Santa to Son: "maths vich fail kyu hoya"..
Son: 1st day teacher kendi 5+3=8..
Agle din kendi 6+2=8..
fir kendi 4+4=8
ullu di pathi khud confusd hai mujhe kya padheygi..:-)
Santa G Dukandar Se.
1 Asli 7up Do. 7up Peeney K Baad,
Santa G Ne 6 Dakar Mare Aur 1 Paad Mara.
Dukandar Se Bola,
Yeh Naqli Hy,
7up Nahe,
6up,
1 Down Hay
Banta dairy likh raha tha
"aaj meri behan ko baccha hone wala
hai
pata nahi ladka hoga ya ladki,
isliye mujhe ye bhi pata nahi ki me
.
.
.
.
mama banunga ya mami" :D :D
Santa : yar tu kabhi kisi shok sabha
mein gaya
kya?
Banta:Ha Yaar, Bade badtamiz
logaAte H waha,main 2 ghante
baitha Par kisine mujse has k baat
tak Nhi ki. :P:D,,,,
Santa In Bmw At Petrol Pump: 5 Rupaiye Ka Petrol Daal Do. Pump Wala (Gusse Me): Itna Sara Petrol Dalwa Ke Kahaan Jana Hai? Santa:" Jaana Kahi Nahi Hai Pagle, Hum To Aise Hi Paise Udaate Hai".
Santa Apne Bete Pappu Ka Admission Form Bharne Mein Madad Kar Raha Tha, To Pappu Ne Puchha.
Pappu: “ Papa, Ye Mother Tongue Wale Box Mein Kya Likhna Hai? ”
Santa: “ Very Long Likh De Beta “
Teacher : Hamesha kaho ki mujhe sab pata hai.
Banta : Papa mujhe sab pata hai ;-)
Papa : beta ye 50 ruppee le aur chup rehna.
Banta : Mummy muje sab pata hai ;-)
Mummy : beta ye 100 ruppee le aur chup rehna.
Banta (nokar se): Raamu kaka mujhe sab pata hai ;-)
Ramu kaka : Aa mera beta apne baap ke gale lag jaa..!