Santa: Ye Tv Kitne Ka Hai?
Salesman : 1 Lakh Rs.
Santa: Why Anything Special?
Salesman : Light Chali Gayi To Automatic Off Ho Jayega.
Santa : Oh, Pack It.
Santa apni bhabhi ko bahut maar raha tha,
Logo ne pucha:" kya hua santa..???
Santa bola:" meri bhabhi acchi aurat nahi hai,
.
.
Logo ne pucha:" kyu kya hua..???
Santa bola:" yaar mere dost mobile pe baat karte hai,
jis se bhi pucho:" kis se baat kar rahe ho..???
.
.
sab bolte hein:"
.
.
.
.
.
"TERI BHABHI SE...
santa ki wife ne sms kiya ki ghar kab aa rahe hoo??
zwab main santa ne sms kiya ki 20-25 min main....or zyada late hoo jaye toh sms fir se padh lena......
संता (बंता से): पता है, अमेरिका में लाइट जाती है तो पावर ऑफिस में फोन करते हैं और
जापान में लाइट जाती है तो फ्यूज चेक करते हैं.
बंता ने तुरंत जवाब दिया: और जब इंडिया में लाइट जाती है तो पड़ोसी के घर में झांक कर
देखते हैं, सबकी तो गई है ना… और राहत की सांस लेते हैं.
Santa ke bagiche mein bahut sare ped - paudhe thay, Santa naukar ko bola ped-paudhon ko pani dal.
Naukar: Sahab baarish ho rahi hai.
Santa: Abe to Chatri leke dal.
Santa Baraf (ICE) Ke Tukde Ko Bahut Dhyan Se Dekh Raha Tha,
Banta: Itne Dhyan Se Kya Dekh Raha Hai?
Santa: Main Dekh Raha Hu Ye Leak Kahan Se Ho Raha Hai. :O :D
Santa Ke Shehar Mein Ghazal Concert Chal Raha Thha, Aur ApnaSanta Bhi Usmein Shaamil Tha.
Gayak Ga Raha Hota Hai: “ Ye Daulat Bhi Lelo, Ye Shohrat Bhi Lelo….. ”
Achanak Se Santa Khada Hokar Sur Mein Gaane Laga: “ Main To Bahut Pareshan Hoon, Meri To Aurat Bhi Lelo – Aurat Bhi Lelo “
Santa Khudkushi Par Speech De Raha Tha
Khudkushi Paap Hai
Zulm Hai Gunah Hai
Buzdili Hai Pagalpan Hai
Khudkushi Krne Se Behtar Hai,
Insan Khud Ko Goli Maarle!
Santa Electric Shop Pe Gaya Aur
Dukandar Se Bola
Santa: Ek Kala Bulb Dena
Dukandar: Bhai Sahab,
Kale Bulb Ka Kya Karoge?
Santa: Yaar,
Dopaher Ko Andhera Karke Sone Ka
Mazaa Hi Kuch Aur Hai.
santa Juice ki Dukan par..
santa :-"Papa Kya koi aisi ulti
Machine nahi hai , Jisme
Juice dalo to Fal nikle?"
.
.
.
.
.
Papa- Hai na Beta, Tu Usi ka to Fal
hai..
Jo smjha maro like
vrna pogo dekho.. :P