Santa Ek Din Bijli Ki Dukaan Mein:
Do Fan Dena Ek Ladies Aur Ek Gents.
Dukaan Wala: Fans Mein Ladies AurGents Nahi Hota Yar!
Santa: Kyon Nahi Hota Ji
Ek Bajaj Ka De Aur Ek Usha Ka…
संता: मैं दुनियां के सारे अस्पतालों में हो कर आ चूका हूँ।
बंता: नहीं, तुम अभी तक एक अस्पताल में हो कर नहीं आए होगे।
संता: हो ही नहीं सकता, तुम उस अस्पताल का नाम बताओ।
बंता: जनाना अस्पताल।
संता: अरे यार, वहाँ तो मैं पैदा ही हुआ था।
Santa suffering from cold was shivering.
His son called a doc.
Doc: wht happened?
Son: Bimari da ta pata nahun par baapu saver da VIBRATION mode te lagaya hai
Santa - "why are all these people running?
Banta - "This is a race, the winner will get the cup.
Santa - "If only the winner will get the cup, why are the others running?"
Santa Banta Se,
Santa: Mere Teen Bete Engineer
Ban Gye Magr Ek Beta Daku Ban Gya,
Banta: To Use Ghar Se Nikaal Do,
Santa: Yehi To Problam Hai
Kamakar To Whi Laa Rha Hai..!
Santa Class Me Hans Raha Tha 1 Ladki Boli STaNd UP Kaun Ho Tum?? . . Santa :- Tum Kaun Ho? . . . Ladki :- Mai MONITOR Hun. . . . Santa :- Ha.Ha.Ha.Ha.Ha. Tere Din Gaye Pagali Ab Laptop Aur LCD Ka Zamana Hai.
Lady Doc: Tum roz subah clinic ke bahar khade ho kar auraton ko kyon ghoorte ho?
Santa: Ji aap hi ne bahar likha hai: Auraton ko dekhne ka samay 9am-11am.
Jagjit Singh: Ye Daulat Bhi Lelo.. Ye
Shaurat Bhi Lelo..
Ye Daulat Bhi Lelo, Ye Shaurat Bhi
Lelo...
Santa: Ye Bechara Bahut Pareshan
Hai Iski Aurat Bhi Lelo
Santa ne ~ F A M O U S ~ T A T T O
O ~ S H O P ~ me Girlfriend ka naam
apne haath par likhwaya "Latest
Tattoo Designs" me. Ghar aane ke
baad jor jor se rone laga,
Banta: kyun rorahe ho? Santa: Abey,
Girlfriend ki spelling galat ho gaye.
Santa-banta ek dawat me gaye...
.
.
.
Ek aadmi ne pucha : aap dono
kaun...???
.
.
.
Santa : mai ladke walo ki taraf se...
.
.
.
Banta : aur mai ladki walo ki
tarafse...
.
.
.
Aadmi : kamino aj mere baap ki
13vi h yaha...
Santa :Judge Sahab, Mujhe Talaq Chahiye
Pichhle Ek Saal Se Meri Biwi Ne Mujhse Baat Nahi Ki.
Judge :Ek Baar Firse Sochle, Aisi Biwi Kismat Se Milti Hai !!!