Ek Aadmi Badhi Der Tak Bolne Ke Baad Jab Stage Se Niche Utra, To Ek Firangi News Reporter Ne Pucha, Aapke Yaha To Neta Bahut Der-Der Tak Bolte H, Tab Uss, Aadmi Ne Muskura Kar Jawab Diya, Netaji To Abhi Aayenge. Abhi To Mick Testing Chal Rahi Thi. :smile::smile::smile::smile::smile:
Santa-Gajini Me Amir Ne Itni solid Body Kese Bnayi hogi?
BNTA-Jab Wo Jim Se Waps Aata Tha To 15Min K Bad Bhul Jata tha or fir Wapas Jim Jata Tha isliye.
Santa Khudkushi Par Speech De Raha Tha
Khudkushi Paap Hai
Zulm Hai Gunah Hai
Buzdili Hai Pagalpan Hai
Khudkushi Krne Se Behtar Hai,
Insan Khud Ko Goli Maarle!
Santa or Banta chess khel rahe the,
Santa : Aab bus hua.
hum khel band karte hain.
Banta: thik hain, waise bhi tumhara
ghoda,
aur mera hathi hi bacha hai.
Santa 100 ke note par likha number dial kar raha tha.
Banta ne poocha: Yeh tu kya kar raha hai?
Santa: Dekh raha hoon, Gandhiji to chale gaye, par unka mobile kiske paas hai.
jabardast Joke..
Bnta to Snta..;))
Bnta:"Yaar Snta Maan lo ap bus
me safar kr rhe ho..Apke pet
me jabardast gas ban gyi h..
Itteffak se gana jor se baj rha
h..
.
Aur mauke ka fayda uthate hue
aapne v bade smartly trick se
gane ki dhun me dhun milate
hue releas kr di..
.
Aur kisi ko pta v nhi chla..:p
jab aap utarne lage to aapne
dekha sab aapko ghoor rhe h
Aur achaanak aapko yaad aaya ki..
.
.
.
.
.
.
.
Gana to aapne Headphone par
Chalaya tha...:p:D :O :D
Ek Grahak Apni Plate Mein Jhankta Hua, Bola- Yeh Kya H? Mujhe To Tari Hi Tari Dikhayi De Rahi H, Isme To Meet Bilkul Bhi Nahi Dikhayi De Raha. Waiter: Hoga Shahb Dekho To. . . Grahak: Kya Khak Hoga, Ise To Tum Mangalwar Ko Kisi Pandit Ji Ko Bhi Khilao To Unka Bhi Dharmbrasht Nahi Hoga. :smile::smile::smile::smile::smile:
पप्पू:-यार ! मैं जो भी काम शुरू करता हूं मेरी बीवी बीच में आ जाती है । संता:-तू ट्रक:truck: चला कर देख, शायद किस्मत साथ दे दे | :smiley::smiley::smiley:
Santa at petrol pump
Bhai 1rs ka petrol dal do.
Salesman: Bhai itna sara petrol
dalva ke kahan jana hai?
Santa: Jana kahan hai hum
to aise hi paise urate hain!!
Santa aur jito hm ko ldki psnd hai, shaadi kb krni hai?
ladki wale: abhi to hmaari ladki study kr rhi hai.
santa: to hamara ladka kaun sa bachha hai jo kitaab faar dega
Titanic was sinking. Santa: How much the earth is far from here?
Banta: 1 kilo meter.
Santa jumped into the sea and asked again: "...In which direction?"
Banta: Downwards!