Santa Girlfriend ko ghar le gaya
Sab darwaze
Khirkiyan
Band kardi
Light off kar ke
Uske pass aaya Aur bola:
?
?
?
?
?
?
?
Ye
Dekho meri watch me light jalti hai
Santa Doodh Wale Ki Dukaan Pe Jata
Hai,
Aur Kehta Hai.
Santa: Tumhari Shop Ka Doodh
Kharab Hai,
Sharbat Mein Dala Phatt Gya
Doodh Wale Ne Hairani Se Poocha:
Konse Sharbat Mein Dala Tha?
Santa: Niimboo Pani Mein
Banta to Santa:- santa yah chaku kyu ubal rhe ho?
Santo to Banta:- Atmahatya karne k liye.
Banta:- To phir ubalane ki kya jarurat h?
Santa:- kahi infection na ho jaye.
Sales-man Ne Santa Ka Darwaja
Khatkataya Aur Puchha
Sales-man: “ Ji, Cockroch Ke Liye
Powder Loge Kya? ”
Santa: “ Nahi, Hum Cockroch Ko Itna
Laad-Pyar Nahi Karte, Aaj Powder
Laga Denge To Kal Sala Deo Mangega
संता की बीवी बहुत ज्यादा बीमार होने की वजह से
1
महीने से हॉस्पिटल में दाखिल थी।
डॉक्टर ने संता को हिम्मत देते हुए कहा।
डॉक्टर:-"आपकी बीवी अब सिर्फ 2
दिनों की मेहमान
है, मैं माफ़ी चाहता हूँ अब मैं कुछ नहीं कर सकता"
संता बोला:-"इस में माफ़ी की कोई बात नहीं है डॉ.
साहब, निकाल ही लेंगे ये 2 दिन भी जैसे-तैसे"!
Wife Bathroom Se Naha Ke Nikli To
Santa Use Ghur Raha Tha!
Wife Romantic Hokar:
Kuch Karne Ka Irada Hai Kya
Santa 2 Thappad Maar Ke Bola:
Mere Garm Pani Se Kyu Nahayi!!
Teacher - Homework Kita ?
Santa - Hanji, Kita!
Teacher - Fill In The Blank
900 Chuhe Kha Ke Bili____chali
Santa - 900 Chuhe Kha Ke Billi Holi
Holi Chali
Teacher - Oye Murkha Tenu Pata Nahi
Ehda Ki Jawaab Hai.
Santa - Tuhada Lehaaj Rakhya Hai,
Tussi Mere Master Ho..
Nahi Ta 900 Chuhe Kha Ke
Ta Billi Hil V Nahi Sakdi,
Main Ta Fer Vi Holi Holi Turaa Diti.
Santa Dials a number A Girl
Receives Tha Call.
Santa: Who R U...?
Girl: Seeta Here.
Santa: Sorry Mate..
Maine To Chandigrh Phone Kiya
Tha Galte Se Ayodhya Lag Gya!