Ye Na Samajhna Ki Bhul Jayen
Ge Tumhen, Har Ghari Har
Lamhe Yad Ayen Ge Tumhen,
Jab Bhi Dil Ki Gehrayi Se
Yad Kroge, Aankon Ke
Samne Najar Ayenge Tumhe.
Har Koi Pyaar Ke Liye Tadapta Hai,
Har Koi Pyaar Ke Liye Rota Hai,
Aye Dost Ye Dosti Sada Kayam Rakhna,
Kyunki Sabse Zyada Pyaar Iss Dosti Mein Hi Hota Hai.
E Dost tere honthon ki muskurahat na jaye
teri palkon me kabhi aansoo na aaye
Teri raah me pade hon jo bhi kaante
me hath rakhun aur tu guzar jaye...!!
Tufaan Tinko Ko Uda Kar Chala
Gaya, Guzra Waqt Bahut Kuch
Sikha Kar Chala Gaya, Aise Bhi
Hote Hain Dunia Me Log Socha
Na Tha, Jisne Chup Karaaya
Tha Wahi Rula Kar Chala Gaya!
Tute huy paymane mein jam nahi aata
Gum ke maro ko kabhi aaram nahi aata
Dil torne se pahle itna to sochliya hota
Ke tuta hua dil kisi ke kam nahi aata .
Zindagi Ke Tufano Ka Sahil Hai Teri Dosti,
Dil Ke Armaano Ki Manzil Hai Teri Dosti,
Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat,
Agar Maut Aane Tak Sath De Teri Dost.
Kya Zamana Tha Ham Roz Mila Karte The,
Raat Bhar Chand Ke Ham-Raaz Fira Karte The,
Dekh Kar Jo Aaj Chup-Chaap Guzar Jaate Hai,
Kabhi Us Shaqhs Ko Apna Dost Kaha Karte The.
Geet Ki Zaroorat Mehfil Mein Hoti
Hai,
Pyar Ki Zaroorat Dil Mein Hoti Hai,
Bin Dosti Ke Adhuri Hai Yeh Zindagi
Kyunki Dost Ki Zaroorat Har Pal Mehsus Hoti Hai.