agar koi aapka neend churaye to aap kya karoge?
Jo v karo na yaar use hamesa yaad to karoge
isiliye ye banda aapko hamesa sms karega
my swt frnd.
gd ni8,swt drm
Dekha hai humane bhi aajma kar,
De jate hai dhokha log karib aakar!
Kahati hai duniya magar dil nhi manta,
Kya aap bhi bhool jaoge hume apna Dost banakar?
Doston k sath wo mastiyan,
badmashiya fir kahan.. Fir kahan
history ka wo class bunk karna
chemistry k period m sona fir kahan.. Fir
kahan
teacher k question puchne p chup chup
khade hona Teacher k absent hone p
jayda kush hona fir kahan.. Fir kahan
jeele is pal ko jee bhar k ye sab fir
kahan.. Fir kahan
"Itne khushnasib to hum na the..
Humari takdir mein sitam kam na the..
Fir kyu hum khuda ko itna bha gye..
Ki ban ke dost aap sab humari zindgi me aa gye..!"
बेशक थोड़ा इंतजार मिला हमको,
पर दुनिया का सबसे हसीं यार मिला हमको,
न रही तमन्ना अब किसी जन्नत की,
तेरी दोस्ती में वो प्यार मिला हमको..
Happy Friendship Day
Roz Roz tufan nhi aate,
Har roz hasin lamhe nhi aate,
Jee lo ye zindgi jab humsub saath hai,
Qki har janam me humare jaise dost saath nibhane nahi aate.
Kitabo ke panne palat ke sochte hai,Yun palat jaye zindgi to kya bat hai.
Tamanna jo puri ho khwabo me,
Haqikat ban jae to kya bat hai.
Kuch log matlab
ke liye dhundte hai mujhe,
Bin matlab koi aye to kya bat hai.
Katl kar ke to sab le jayenge dil mera,
Koi baato se le jaye to kya baat hai.
Jo sharifo ki sharaft me baat na ho,
1 sharabi keh jaye to kya baat he.
Zinda rehne tak to khushi denge sabko,
Kisiko meri maut pe khushi mil jaye to kya bat hai.
Dil Se Kuch Der Usko Juda Rakhu,
Mare Bas Mein Nahi Mai Usko Khafa Rakhu,
Nahi Hai Kuch Bhi Mare Dil Mein Siva Uske,
Mai Usko Bhula Du To Yaad Kya Rakhu.
Hum Hawao K Rukne Ka Intezaar Nahi Karte,
Hum Fizao K Thamne Ka Intezaar Nahi Karte,
Jab Dil Karta H To Kr Lete H SMS,
Hum Kanjuso K SMS Ka Intezaar Nahi Karte.
Chahtay Hain Aap Ko Pyaar Dain,
.
Dosti Pe Yeh Zindagi War dain.
.
Par Jab Aap Ka SMS Nahi Milta To,
.
Dil Chahta Hai Aap Ka mobil deewar pe maar Dain..
Phool Kabhi Do Bar Nahi Khilate,
Janam Kabhi Do Bar Nahi Milate,
Yu To Milane Ko Mil Jate Hai Log Hazar,
Lekin Dil Se Chahane
Wale Dost Bar Bar Nahi Milate.
Dooriyon Se Fark Nahi Padta,
Baat To Dil’on Ki Nazdikion Se Hoti Hai,
Dosti Aap Jaise Kuchh Khaas Logo Se Hai,
Warna Mulaqat To Roj Janae Kitno Se Hoti Hai.